Market main stop loss our take profit ki kia importance hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market main stop loss our take profit ki kia importance hai
    Bhae forex main stop loss our take profit ki importance main app logoun k sath share kerti hoon us main ager app diekhan to app ko pata chalay ga k un traders k account wash ho jaty hain jo k sl apni trades maen use nahe kerty hain app ko us mian mehnat kerna ho gee our apny capital bonus ko secure ker k kaam kerna ho ga pher he app khuch money management kerty hoey earn ker pain gay our take profit dain gay to ap ko her time mt4 k oper bethna order close kernay k k leay nahe parey ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul teek kaha aap ne dear fellow stop loss and take profit ka knowledge buhut zarori hay ka tamaam members ko is ke baaray may patha ho our ye saare cheezay un logo k liay thoda mushkil hothi hay Jo trade pehlay dafha Kar rahe ho lekin Jin members ko ziada experience hay wo is cheez ko samnay rakh Kar trading karthay hay
    • #3 Collapse

      Aap ne boht achi information di hai aksar new traders ko pata nahi hai k yeh stop loss aur take profit kiya cheiz hein,yeh trading tools hein jinko trading mein loss ya profit hony per use kiya jata hai,inko use ker k loss se bacha ja sakta hai.
      • #4 Collapse

        stop loss or take profit bahot important hain q k hum her time cp k samnay nai hotay to ya hummaray account to wash nai hona data hay q k kuch assay piar hotay hain jin main hum trade lagatahin hain jin ki movement bahot taze hoti hay is k liya stop loss lagana bahot zarooro hota hay
        • #5 Collapse

          Take profit aur stop loss ki importance bahot zeyda hay TP aur SL trading me traders ko account ko manage karny me bahot hi help de sakti hay, traders ko TP aur SL ko apny every trade me use karna bahot hi benefit de sakty hey.
          • #6 Collapse

            In ka ye faida hota hai ke aap kabhi bhi lose ni karty ager lose ho bhi jata hai to aap recover kar leta ho ager aap stop loss lgaty ho to aap lalach se bari ho jaty ho
            • #7 Collapse

              Apki baat se main agree kerta hon. Stop loss aor take profit donon hi bahut important tools hain ager inko darust tareky se use kia jaey to. Ager main apna experience share keron to is month main apni phli hi trade main account wash kerwa baita hon stop loss na lagany ki wajhan se. Is leay isko lazmi use kerna chaey.
              • #8 Collapse

                Market mn stop loss aor take profit bahut aham trading tools hain aor an ki vjha sy ap bahut profit earn kr sukty hain loss sy bhe bacha ja sukta hai as liay tp aor stop loss place krna bahut zaruri hai trading k duran
                • #9 Collapse

                  Yes dear apny SL or TP ko acha defin keya hay agar hum SeL yani sale loss set kar kay apni trade open karin or apni trade par TP yani Take Profit b set kar dain to hum ko market kar har waqat nazar rakhny ki zarorat nahi hoti es say apki trade a monsab profit par automatically close ho jati hay es tarha agr loss main jay to apko zeyda loss say bacha leti hay or kum loss par close ho jati hay
                  All The Best Dear Friends
                  • #10 Collapse

                    G friend ap bilkul thk kah rahy han k stop loss or take profit ki bary ma knowledge or experience hona zarori ha jo is busniss ma new member ha un ko samjny ma zara dar lagti ha jo is busniss ma hamary porany member han un ko toh hum sub say zayda knowledge or experience hota ha
                    • #11 Collapse

                      Forex market Mein stop loss limit or take profit limit ki Kafi Jada important hai hame stop loss limit ki importance ko samajhna chahiye.
                      Forex market Mein Hamara instaforex bonus account trading karte waqt ka fees Yaad uski aur rehta hai agar Hum stop loss limit use karte hain to.
                      Aur jo traders stop loss limit use nahi karte. Ki bonus account wipeout ho Jate Hain bahut jald.
                      • #12 Collapse

                        forex market main stop loss our take profit ki boht importance hai us main humean app ki baat theek hai k her trade main use kerna chahy koin k us say hum apny account ko risk free bna sagty hain koin k app k against ager market jati bhe hai to pher ap pko us main jo loss hota hai wo app sl hit honay k bad recover ker sagty hain par sl nahe ho ga ato account wash ho jeay to pher app survive nahe ker pain gay
                        • #13 Collapse

                          stop loss and take profit trading strategy k sath relate krtay hain. is liye in ko apni trading strategy kay sath mila ker pehlay demo trading ker leni chahye. kuch trading stategy asi hain kay un main trades ko manual open and close krna parta hay. aur kuch strategies main stop loss aur take profit boht lazim hotay hain. small accounts holder kay liye main samgta hun kay stop loss aur take profit laga boht zarori hay. other wise pora account riks per ja sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            market major Halchal hoti hai to take profit or stop loss bahut MES rakhte Hain Kyunki US time Agar Hamari trade closing. P. J to take profit Hamari tradeco profit ke baad close kar dega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aes forex main stop loss aor tekprofi ka as forex ye ahmyat hai k jab ham tekprofi laga te hain tu as ka fyda ye hota hai k as tak market ae gaa tu hamara tekprofi hata hai tu woh khud ba khud kat ayi gaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X