Moving average aik saada aur aasan indicator hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average aik saada aur aasan indicator hy
    Dear traders jo indicators ki madad letey hain trafing mein meri un sb ko yehi suggestion hy k koshish kiya krein k apny MT4 ko simple banaein aur aik sy zyiada indicators na lagaein lekin in mein sb sy best moving average hy jo apko zyiada behtr results aur aasani dy sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: shah007 پيغام ديکھيے
    Dear traders jo indicators ki madad letey hain trafing mein meri un sb ko yehi suggestion hy k koshish kiya krein k apny MT4 ko simple banaein aur aik sy zyiada indicators na lagaein lekin in mein sb sy best moving average hy jo apko zyiada behtr results aur aasani dy sakta hy
    Ji Bhai aap bilkul theek hai aa rahe hain moving average Ek bahut Jabardast indicator hai aur kis ki help Se Hum achi trading kar sakte hain lekin ek baat Apne mind may rakhni chahiye ke koi bhi indicator 100% right nahi hota aur Hume trading Karke loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      han g ye indicator kafi acha hai traders is me changing kar k future me trend maloom kar lety hai or is ki madad sy ap kafi acha profit bana sakty hai ap ko moving average indicator use karna ana chahiye kafi useful hai trading k liye.
      • #4 Collapse

        Well ap ki bat right hay k traxing main indicatores kafi ehmiat rakhte hain aur trading market main kafi indicators hain jin ka istmal.kia jata hay aur in main moveing averige kafi acha indicatore hay humain is par kam karna cahiay aur is k sath sath humain boht zada indicatore nai use karne cahiay aik hi indicatore par kam karna cahiay aur us k mutabik hi trade karni cahiay isi main ap achi trade kar sakte hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: jimi پيغام ديکھيے
          Ji Bhai aap bilkul theek hai aa rahe hain moving average Ek bahut Jabardast indicator hai aur kis ki help Se Hum achi trading kar sakte hain lekin ek baat Apne mind may rakhni chahiye ke koi bhi indicator 100% right nahi hota aur Hume trading Karke loss ho sakta hai
          Assalamualaikum ji bhai jaan mere real mein agar aap indicators to use karna chahte hain tu Kabhi Bhi Ek indicators parade nahi karni chahiye do din indicator se Agar aapko sem result Milta Hai to aap uss result came tabakh apna trade Lagaye
          • #6 Collapse

            G dear member apki bat thk hay mt4 main tradeing ky lay hum indicators ki madad say bohat achai tarha market ko analysis kar sakty hain or apni achi trade open kar sakty kain jes say hum ko profit b acha hasal hoga
            Es lay apko chay hy ap chart par seraf eysy indicators ko set karin jen say ap asani say market ki movement ko samj sakin or onka effect be market par real ho
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              Re: Moving average aik saada aur aasan indicator hy

              agar hum moving average ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum market main regular profit bhi hasil kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye aur seekhna chahiye kyun keh seekh kar samjh kar trading main kam karnay main he faida hota hay esi main he faida hota hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Moving average aik saada aur aasan indicator hy

                Movinga averige bhot hi acha indictaer hy is sy ham ko bhot zeada faida hota hy is sy ham kafi zeada kama sgty hy ya dhoka b nai dyta hy ya sahi ham ko trading krwata hy trading my sahi kamyabi in sab bato ki waja sy hi bnti hy trade my bhot zeada dykhna parhta hy ya sab indictaero my sab sy jo acha hy who movinge averige ka hi hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

                اب آن لائن

                Working...
                X