Forex trend main knsa indicators zada acha kam karta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trend main knsa indicators zada acha kam karta hai
    Forex market main jab market conditions agar trending ho to knsa indicators zada acha kam karta hai.
    Means to say ky oscilators hamain zada loss daitay hain trending market main .
    hai koi indicators to trend main acha profit dain hamain.
    Trend resume indicators hamain purchase karnay chiay ta kay hamain acha income hasil ho jay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jo jo trader indicators k base pe trading krte hain wo always hi loss men rehte hain isliye hamen indicators knowledge chor kr tradiing krna hogi tab hi ham kamyab ho apen ge
    Agar ham always indicators pe depends rhen ge to ham khid se kabhi bhi expert trader nhi bn paen ge hamen market ko smajhne pe focus krna chahiye
    Hamen long indicators ko zarur use krna chahiye but hamen always hi apne analysis pe depends rehna vhahcha
     
    • #3 Collapse

      Dear jo jo trader indicators k base pe trading krte hain wo always hi loss men rehte hain isliye hamen indicators knowledge chor kr tradiing krna hogi tab hi ham kamyab ho apen ge
      Agar ham always indicators pe depends rhen ge to ham khid se kabhi bhi expert trader nhi bn paen ge hamen market ko smajhne pe focus krna chahiye
      Hamen long indicators ko zarur use krna chahiye but hamen always hi apne analysis pe depends rehna chahiye
       
      • #4 Collapse

        Dear forex main different indicator and tools hai jo ham ko lazmi use karny chahain or her indicator acha result daita hia. jahan tak mery bat hai main moving average , support and resistance or candle pateran and macad , rsi ko at same time use karta ho. or jab un se ko trading signal banta hai to phir mian market main enter hota ho. lakin is se murad yah nahe hai k ham ko loss nahe ho ga. dear ham ko phir b loss ho ga lakin kam ho ga. lakin agr ham blindly trade kairn gy to ham ko zyda loss ho ga. wisy yah all indicator bohat achy hai. ap use kar sakty hia .
        • #5 Collapse

          Waisy to ye trader ki apni planning aur strategy py depend krta hy k woh konsa indicator like krta hy lekin merey khayal sy moving average aik acha indicator hy jo trend ko zyiada achy andaaz mein show karata hy keun k ye complicated nhi hy aur isay samjhna bahot aasan hy
          • #6 Collapse

            Dear member Aap Ki Baatein agree karta hoon Hame friend resume indicator purchase Kar Ke benifit Utha sakte hain lekin indicators and oscillators market main aapko predictions provide Karte Hain agar aap manually market ka nlcs Karenge to aapko better understand Ho sakega market ka trend trend line withdraw karne se aapko friend ke liye ho jata hai higher time frame use karna chahiye Trend ke liye 4 h time frame trend Maloom karne ke liye Boss best Hai daily time frame or weekly time frame be friend Maloom karne ke liye best hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
              Forex market main jab market conditions agar trending ho to knsa indicators zada acha kam karta hai.
              Means to say ky oscilators hamain zada loss daitay hain trending market main .
              hai koi indicators to trend main acha profit dain hamain.
              Trend resume indicators hamain purchase karnay chiay ta kay hamain acha income hasil ho jay.
              Dear aap Forex trading ke trend ko dekhne ke liye koi bhi indicator use kare Saman indicators helpful hota hai lekin traders ko ek baat Apne mind Mein Rakhna chahiye ki koi bhi indicator 100% right nahi hota all indicators ko use kar ke be traded score loss ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Koi bhi trade do chezon per depend kerti hey hamary analysis aor hamary experience per. Koi bhi indicstor 100% accurate nhen hota is leay sirf aor sirf indicator per rely nhen kerna chaey belkeh apny experience ko bhi istimal krrna chaey. Indicator jo sub se ziada use hota hey aor accurate bhi hey woh hey JCP.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                  Forex market main jab market conditions agar trending ho to knsa indicators zada acha kam karta hai.
                  Means to say ky oscilators hamain zada loss daitay hain trending market main .
                  hai koi indicators to trend main acha profit dain hamain.
                  Trend resume indicators hamain purchase karnay chiay ta kay hamain acha income hasil ho jay.
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Mere Khayal mein kisi Bhi Ek indicator par trading karna bahut jyada whisky ho sakta hai agar aap indicators ko istemal karna chahte hain to aap Do Ya tin indicators Par Ek Jaisa result Hustle karne ke baad nahi use kar sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trend main knsa indicators zada acha kam karta hai

                    agar hum trend ko follow karty huwy trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main kabhi bhi lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach ki zad main aa kar humari trading theak nahi reh sakti ulta humay market main nuqsan he hota hay es liye mehant say he kamyabi hasil hoti hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X