Trading ko health pa tarjeeh daini chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ko health pa tarjeeh daini chahye?
    Dear members forex trading aik aisa kam ha keh is main shuru k time main apko bht ziada mehnat ki zaroorat hoti ha aur phr banda kafi ziada time daita ha isko jis waja se neend ko kami, rest ki kami aa jati hai to tabiat maim bigaar paida ho jata ha jo shaid ap ki trading pa asar andaz hota magr phr bhi sehat kharab hony k bawajood log lagy rehty hain to main yeh kahn ga keh apni sehat ka khial rakhen tb he achi trading kr sakty hain. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading aik aisa business hay jo acha aor profitable hunay kay saat saat interesting bhi bhot hay is liye jo bhi isko join kerta hay wo din raat aik ker kay is ma laga rehta hay jis say oski sehat per bura asar parta hay is ma koi shak nhi kay forex ma kamyabi kay liye mehnat bhot zarori hay laiken sehat sab say aihm hay is liye humay time table kay mutabiq kaam kerna chayi ta Jay sehat bhi teek rahay aor profit bhi earn ker sakay.
    • #3 Collapse

      han dear sehat ka khayal rakhen gai lekin kisi ko etna b shoq nhe hota hai jahan tak me samjhta hn saare free hokar phir hi aakar forex ko time dete hai q k ye buissnesss hai hi etna lajawab hai kya bataon jab chahe time mile buisnesss karen saturday sunday b chuti hai baqi pak forex walon ka shukrya ada karatay hai jin ki waja se hamay apne jeb se kuch dene nhee partay hai or jab kisi ki sehat kharab hogi wo wesi hi saaray kaam chor deta hai yahan par koi boss thori hai jo ham par koi sakhti karega k ye kaam karna hai laazmi :1f607:
      • #4 Collapse

        Dear koi bhe kam ho us ko time to dena e parta ha tb e ja k us main kuch faida hota ha har kam ko start main aap jitni ziada tarjih dain gy wo utna he ziada faida deta ha is liy fored main b aap ko time to diba e pary ga likan aap ki dosri bat b thk ha k kam k sath sath apni sehat ka bhe buht khial rakhna chahiay q k sehat na thek ho to phr kam pat b tawjuh banda thk sy nai day pta is liy apni nend ko bheh oura karin or kam par bheh tawjuh dain
        • #5 Collapse

          Kehte hain na k jan hy tou jahan hay is liay humain apne kam k sath sath apni sayhat ka bhinkhyal rakhna cahiay ye bat theek haybk forex jab hum join karye hain tou humain is ko kafintine dena parta hay jis wajha se humari sayhat par bhi effect parta hay lekin humain trading k sath sath apni health ka khyal rakhna cahiay take hum regular achi trading kar sakin
          • #6 Collapse

            yes is main aisa ho sakta hay k hamari sehat kharaab ho magar hamain agar forex k business k start main thori bahut mehnat karna bhiparr jaye to is main koi harj nai hay us k baad phir kaam bhi to life bhar ka hay phir hamain baar baar is main mehnat nai karna parray gi hamari aik baar agar achi pakar ho jaye to hamain phir kisi ki bhi mohtaji nai rahay gi hamari earning life time hay yeh baat bilkul theek ha.
            • #7 Collapse

              Re: Trading ko health pa tarjeeh daini chahye?

              humay chahiye keh trading ko utna he time dain jitna hum market ko asani say dai sakty hay aur humari sehat bhi jitna ejazat dy humay chahiye keh esmain khoob mehnat karen aur seekhain es business ko kyun keh seekhnay kay baad hum es business main achi earning kar sakty hay ye aik bohat he acha business hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading ko health pa tarjeeh daini chahye?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                Dear members forex trading aik aisa kam ha keh is main shuru k time main apko bht ziada mehnat ki zaroorat hoti ha aur phr banda kafi ziada time daita ha isko jis waja se neend ko kami, rest ki kami aa jati hai to tabiat maim bigaar paida ho jata ha jo shaid ap ki trading pa asar andaz hota magr phr bhi sehat kharab hony k bawajood log lagy rehty hain to main yeh kahn ga keh apni sehat ka khial rakhen tb he achi trading kr sakty hain. Thanks
                Assalamualaikum ji Bhaijaan Yeh Koi Itna Dhoka dene wala kaam nahi hai iska Koi be easily kar sakta hai sirf aapko apna mind set up banana hoga tab hai aap trading business Mein Lage Rehte Hain lekin agar aap apne mind ko set nahi kar sakte to aapko pareshani Hogi Hadi Gogi aur aap Forex trading Mein double minded hokar kaam Karenge

                اب آن لائن

                avatar Aviz
                avatar Azaad
                Working...
                X