Trading May Kabhi Jaldi Na Karay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading May Kabhi Jaldi Na Karay...
    Assalam-o-alaikum dosto ager forex trading say profit kamana hay tu pher forex trading kay knowledge aor experience hasil kernay kay saat saat sabaro-tahammal ka bhi muzahira bhi kerna parta hay kiun kay trading ma jald bazi hamesha loss ka sabab banta hay is liye jab bhi trading karay tu sabar kay saat kiya karay ta kay loss say bacha ja sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear brother yeh bat thk ha keg trading hamesha sabar aur tahammal k sath kren q k jald bazi aik aisa kam ha jis main phr sochny ka time bht km hota ha aur aksar faisly ghalt sabit hotu hain is lia forex aik bussiness ha isko patience k sath chahlen. Thanks
    • #3 Collapse

      waliakum salam dear ap ki bat sai hai lekin sabar se kaam thori chalay ga trading ko simple banao learn karo jo :1f618:kya hai us k mutabiq chart me kuch nazar aajata hai ap ko to ap trade len len risk reward ko saamne rakhtay huwe q etna ghabratay ho ap ne learn kya hai yahan par support hai ab ap ko reversal sign lya hai ab wait karen candle close honay ka jese close hojae ap trade le len us kcandle k thore pips k faslay pe koi b order len ap pending order len taa k ap ka loss ratio kam hojae
      • #4 Collapse

        Wa alikum aslam bhai bilkul thek kaha ha ap ny k forex tradin m sabar or tahmual say kam lina chaihy sirf forex main he ni mera to khial ha k koi b kam karna ho to us ko sabar say or soch samj k karna chahiy ta k ghaliti k chance kam sy kam hon or faida ziada is main knowledge oe experience ka bhi buht amal dakhal ha q k agr aap k ye dono cheazian hon ge to tab e aap aik achi trading kat sakin gy warna tuka to maximum ghalt e lagta ha
        • #5 Collapse

          Trading aik aesa business hay jis main agr hum jaldbazi se kam karte hain tou hum is main loss bhi kar sakte hainnis liay agar ap trading se acha profit earn karna cahte hain tou us k liay ap ko cahiay k sabar se kam karain kisi kisam.ki koi jald bazi nai karain kiunk jald bazo main aa kar hun achi trade nai kar sakte pehly marjet ko achi tarha watch karain us k bad hi koi achi trade open karain
          • #6 Collapse

            G forex trading business mein kaamyaab hone k liye learning knewledge aur experience zaroori knewledge aur experience k sath sabar bhi zaroori hy sabar se trading kar k aur jald bazi se bach kar trading karain gay tu kaamyaab trader ban saktay han
            • #7 Collapse

              Dear ap nay bahut achi bat ki ha trading men jaldi ziyada tar loss ka sabab banti ha. Aksar jb hmain market k trend ki samjh nai a rahi hoti ya hum analysis krnay men thora mushkil feel krtay hain to hum tang a k trade lganay men jald bazi kr detay hain jis ki vja say ziyada tar loss hota ha so hmain bahut mohtaat ho k trading krni chaheay aur kbi bhi jald bazi nai krni chaheay bal k sakoon aur cool mind say trading krni ho gi.
              • #8 Collapse

                Trading my ham.dono kam ai kr sgty hy zeada jaldi bhi ham naj kr sgty y our ham zeasa w8 bhi nainkr sgty yy kio k kbhi kbhi zeada sbr krny st trade mis ho jatinhy our kbhi kbhi ehsa hota hy k ham zeada jalfi kr dyty hy tonhamari trade galat lg jati hybjonhhot zeada pphr losss hhi dyti hy hal ko
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Han g yah bat theak hai k ham trading main kabi b taizy ya jild bazi nahe karny hoty hai qk ham sab janty hai k forx iak boaht risky kam hai or is main agr ham na apny paisa phansa dia to wo wapis nahe ayin ga is lai her order se pahly ham ko soch samjh kar trading krna hoty hai or ham her order se pahly achi traha market ka jaiza la kar order place karin to ham ko kamyab ho gi per agr ham na blindly trade laga di to si se ham ko shadeed loss ho sakta hia. to hamaisa forex ki nature or market ko samjh ker order lagian .
                  • #10 Collapse

                    Bilkul behtareen bat ki hy sir ap ny aksar members isi wjha sy sub kuch kho dety hein k wo bardasht ni karty aur sbar ni karty to forex trading mein time ki bohut zarorat hy isi liye koi agar trad bhi open ho to time leti hy profit gain karny k liye
                    :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein trading krny k time ka itna problem nahi hai,trading market ka analysis krein aur note krein keh market mein kon sa trend ziada chal raha hai,trading mein jald baazi bilkul na krein patience se kaam krein aur apny profit pe focus krein.
                      • #12 Collapse

                        Han g ap ny sahi kaha hai agar ap trading jaldi me kary gy to ap market k trend ko nahi smajh pao gy or agar apko trend ka hi na pata ho to ap andazy sy trade lgao gy or trading me andaza kaam nahi ata is me analysis kam ata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading May Kabhi Jaldi Na Karay...

                          agar hum jald bazi karen gay to es chakar main market main achi earning nahi kar sakty es liye humay chahiye keh sbar say kam lain aur jab hi acha chance milay trade karnay ka tab he trade karni chahiye warna humay market main wait karna chahiye esi main he humara faida hota hay aur safe trading kar sakty hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading May Kabhi Jaldi Na Karay...

                            forex main ham trading karty hain ham is mian amount be invest karty hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky is main kam karna chahey hamy is main apny emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey agr ham is main jald bazi sy or apni galtio ko ignore kar ky is main kam kary gy to hamy loss ho sakta hain lakin is main market ka ki be blame nahi hota

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X