Pairs ki pihchan and practice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pairs ki pihchan and practice
    Dear members ma pochna chahta hn k ak banda kitny pairs ma trading kary to behter ha ya banda 1 ya 2 pairs ma practice kary our usi ma trading kary best kia hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pairs ki pechan and practice hamain karni chiay hamain chiay kay ham jab trading karain.
    Hamain chiay kay ham different currency pairs aik he trade open karni chiay.
    Aap ko maloom hona chiay kay forex trading main hamain agar aik trade bhi acha milay to hamain chiay kay kay us waqat hamain trading karni chiay. Different pairs per trading aap ko nahi karni chiay.
    • #3 Collapse

      Brother ap forex mean new hain to pher app ko mera mashwara hai k app shuro main currency k major pairs k oper trade karein gay to pher he us ko app samjh sagain k market move ko samjh sagian gay our pher app ko jab practice ya real trading kerty hoey ap ko do say teen month ho jeain gay to pher app other cross pairs say metals main trade ker k profit acha ker sagain gay to pehr ap ko un main bhe profit acha ho ga
      • #4 Collapse

        Yes dear hume jis pair ya currency main experience ho os main kam krna cgaiye market main hume big pair ki pihchan and practice krni chaiye hume eik pair select jr liye chaiye os os ko achi tra analysis kr k kam krna chaiye hume chart ur analysis ko be
        • #5 Collapse

          Re: Pairs ki pihchan and practice

          humay chahiye keh forex trading main practice ziada say ziada karen kyun keh ziada practice kay sath he humari trading achi ho sakti hay tab he safe earning kar sakty hay es business main ye aik bohat acha business hay sahi say time dai kar kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay aur mehant karni chahiye esmain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Pairs ki pihchan and practice

            Aik time main kitnay pairs per kitni trading kerni chahye kay trader ko us ka idea rahay aur wo apni trading ko asani say manage ker sakay. isliye meray khayal main aik time main aik pair per trade kerni chahye aur us pair main aik hi trade ker kay us ko achi trah say manage kia jaye to is say trading bhi achi ho jaye gi aur profit bhi ho ga.

            اب آن لائن

            Working...
            X