Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.
    Brothers aaj main aap ko moving averages ko istemaal kernay ka tareeka batata hu

    Introduction.

    Brothers moving averages basically trend find kernay kay liye istemaal hoti hain.yeh aap ko acha profit dilla sakti hain.
    Strategies.


    inn ko istemaal kernay ki kaafi tricks hain pehli technique yeh hay kay aap MA 10 MA 15 or MA 40 ko use kerain
    jab saari moving averages aik jagah per collide kerain to woh trend changing point kehlaata hay or wahan per entry lay sektay hain

    Secondly aap Moving Average Exponential ko use ker saktay hain jab tak MAE 40 use candles kay neechay rehay gee woh uptrend indicate kerain ge or ager MAE 40 ke line candles say uper hogi to woh downtrend indicate keray gee.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well brother Ap ne moving everage k indicator ko Bari tafseel sath btya a MA 10 MA 15 aur MA 40 teeno indicator Ap apny meta trader m install kr k in se moving avarge k trend ko achi tara Anylsis kr skty hain aur agr khas tor pr ya teeno indoor same position pr hoo phir Ap ka original trend ja Jay ga aur Ap sell ya buy ke intry kr skty hain
    • #3 Collapse

      Moving averages ko use karnay ka tareeka aap ne sahi batya hain.
      Basically moving averages market ka trend find karnay kay liay hoti hain hamain chiay kay ham moving average exponential use karain.
      Jab moving average 10 or 15 moving average 40 ko intersect karain. To tab pata chata hai kay market up trend hai ya phir down trend.
      • #4 Collapse

        G Dear apne bahut ache se samjhaya hai sab lakin main kahunga k indicator pe bharose se behtar hai k khud se trend ko anylis karna sekhen kiun indicator always right nahi hote aur aksar in pe trade karne se loss ho jata hai sab se eham hai k aap technical anylis karna sekhen is pe bahut mehnat karen
        • #5 Collapse

          g bhai jan apki maloomat hmre liyee bht ziada eham hy lakin mein yeh khnaa chahta houn kay hmein sirf moving averges pe inhesaar nahi karnaa chahye hmein rsi kou bhi ic mein shamil kar denaa chahye rsi aik wahid indicator hy jou hmein bht achay mawaqay de sktaa hy aur yeh moqay hmein chotay sy bday hr timeframe mein mil jayee ga
          • #6 Collapse

            good tenveer bhai ap ny moving averages ko buhat hi acxhy sy bayan kia hai aur is tarha sy k har koi is sy samjh saky agar humy profit earn karna hai to humy is main sub sy pehly apny level ko durast karna hoga k hum ksi level par hain aur kaha tak apny level ko ly kar jana hai.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              aisi he bat hai moving average kya har indicator apko trend ky bary btata hai ta ky apko knowledge aor experience ky elawa market ma kch aisa hidden data bhi maloom ho j8s ky bary ma apko pehly he sy maloom nhi ho skta hai
              trading ma simple moving average aor Exponential moving average dono bahot best hain insy apko trend find out hota hai ap ko strategy aor skills aor tradinganalysis management ka moqa milta hai
              • #8 Collapse

                ap nay bhut he acha tareeqa btaya hai k forex mien aa ker jab hum kam kerty hien to hum es mien aa ker moving averege ko bee dakh ty hien opr es mien jo app ki infoarmations hien bhut he ala hien or in ki hamain bhut zayada zarort hai es lye hamain forex mien aa ker ap ki in tamam bato ko zehn mien rakhna ho ga.
                • #9 Collapse

                  g haan bhai jaan ap ne bilkul sahy kaha hai k ham ko as forex main moving averge ko kise istamal kar na chiy hai as ka tareka tu mujh ko nahi ata hai q k as main new ho as liy mojh ko aesa kar na nahi ata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.

                    forex main moving averages ko istemaal karny ky liye hamry pass knowledge or experience hona chahey pher hi hum kamyab ho sakty hain agr hum experience ky bager is main kam kary gy to humy loss ho sakty hain or agr hum forex main new hain to humy is kam karny ka risk nahi lena chahey balky apny seniour ki tips ko use karty howy kam karna chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.

                      forex mai hamy apny ability ko bahter bana kar moving average ko mady nazer rah ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.

                        Dear friend, ap nay achi strategy share ki hay aur boht say new trader is trading strategy ko use kertay hain. is ko zayda ter cross over trading strategy kaha jata hay aur is main jesay hi small MA large MA ko cross kerti hay to us per trade li jati hay aur jesay hi next cross hota hay to is per trade ko exit ker lia jata hay. is ko new trader ko use kerna chahye. que kay yeah small account per useful hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.

                          hello dear brother i agree with you ap ny moving averages ko buhat hi acxhy sy bayan kia hai aur is tarha sy k har koi is sy samjh saky agar humy profit earn karna hai to humy is main sub sy pehly apny level ko durast karna hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.

                            GJ dear Forex Mein moving average ki itmal karne ke liye Hamare Paas axha expernice Hona chahie hi Honge Kamyab ho sakte hain Agar Ham experienced a bager is Mein kaam karte ho jaye to Hame loss ho sake sakte hain aur Agar Ham Forex Main Yun Hi to Hamein Ek kaam karne ka result nahi Lena chahiye Baal ke apne se senior ke tips ko use karte hue kaam karna chahiye jisse Hamein last kaam Hoga Aur Hum forex mein betar kaam kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Moving averages ko istemaal kernay ka tareeka.

                              forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy apny experience ky mutabik moving average ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X