Start up me learning k sath low profit .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start up me learning k sath low profit .
    forex trading me learning buht zruri hy us k bghair hm kbi b kamyab ni ho skty. Initial me learning pr ziada focus kren aur sath e low lot size k sath low profit laity hoy trade kren is sy trade ka experience b brhta rhy ga aur profit b sath sath.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul aap ne baja farmaya hai jab ham mew mote hain to hamen small lot se kaam krna chahiye ta k hamen trading men small loss aur profit ho hamen profit se ziada learning pe focus krna chahiye ham jitna ziada learning pe focus kren ge ham utna hi ziada apne future ko better bna paen ge
    • #3 Collapse

      gee bhai aap ki baat sahi hay kay ager ham trading newly start kertay hain to shuru main loss hi hota hay hammain lekin ager hammain shuru main thora bohat bhi profit ho raha ho or learning ho rahi ho to khush kismati ki baat hay kay at least loss to nahin ho raha kam earning ho rahi hay lekin ho to rehi hay
      • #4 Collapse

        Re: Start up me learning k sath low profit .

        forex trading kay start main humay learning karni chahiye aur us learning kay sath sath agar hum practice karen gay to he humari trading humary liye faidamand hoti hay es business main khoob mehnat karni chahiye tab he humari trade safe hoti hay aur esmain kamyab ho sakty hay esmain sahi say time daina chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Start up me learning k sath low profit .

          forex aik aisa business h jis ma hamain sab se ziadah learning ki zarurat hoti ha, aur learning ka aik na kahatam honay wala process ha, to bagair seekhay koi bhi shakhs aik asha trader ban hi ni sakta ha, to shuru ma jab ham real account pe trade kartay hain to os k lye hamain chatoy lot se kam karna chahye aur profit ma bhi lalach ni karni chaye q k shuru shuru ma hamain seekhna chahye k forex trading ma kis tarha kam karna ha is lye shuru ma low capital k sath kam chalana chahye ta ka ham aik reasonable profit hasil kar sakain.
          • #6 Collapse

            Re: Start up me learning k sath low profit .

            Ji bilkul aapane theek kaha hai start mein main marne ke sath low profit hota hai kyunki new aane wale members ko koi bhi nahin hota aur vah acchi tarah Se writing nahin kar sakte aur Na ja chat kaise kar sakte hain jaise jaise waqt guzarta jata hai unke pass bahut hi achcha Na Lage aasan ho jata hai aur vah bahut acche friend ban jaate Hain aur wo daily basis per bahut acha profit Karen karte hain aur aur kamyab Zindagi Ko jaate Hain new aane wale members ke pass knowledge Na Ho aur vah apni marji se trading karen to uska Bahut Hui nuksan hota hai kyunki usko trading ki awaaz se koi bhi information nahin hoti koi bhi naraj nahin hota jab auditing karta hai To usko last hi hota hai jiski vajah Se usko Kafi nuksan uthana padta hai aur vah pareshan hota hai agar aap is pareshani Se dur rahana chahte Hain To uske liye zaroori hai ki aap sabse pahle learning Karen acha nahin Karen Taki kamyab insan Ban sake
            • #7 Collapse

              Re: Start up me learning k sath low profit .

              G han friends ap sab theak keh rahy hn. Jab new members Forex forum ko join kary to wo pehly esy sekhy. Start mn zayada apny mind ko learning ki traf he rakhy. Choti trades open kar k trading sekhny ki koshish kary. Start mn low profits or high earnings honi chahie
              • #8 Collapse

                Re: Start up me learning k sath low profit .

                Assalam o Alikum,


                G forex ma trading k start ma kyn khum learning process ma hoty hein es wja sa hmrin start ma low profit prr e gozara krna prta h
                • #9 Collapse

                  Re: Start up me learning k sath low profit .

                  Start mai agar low profits be milay tu osko khoshi kay saat accept karna chaheye kiu kay apko patah hai kay start mai aos level ki trading experience aor confidence nahe hoti jes say a hi earnings ki ja sakay chukay start mai learning hoti hai lehaza small profits ko be accept karna chaheye aor mazeed learning par tawajah daine chaheye taakay aap ik acha aor skillful trader ban sakay
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Start up me learning k sath low profit .

                    Assalam o Alikum,
                    G hum forex ma start ma learning process ma hoty hein to esi wja sa Kam kno kieja sa hum bonus b kam kamaty hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Start up me learning k sath low profit .

                      Boht ache trick btai ap ny hmesha learning k bad he he trade successful hota h
                      • #12 Collapse

                        Re: Start up me learning k sath low profit .

                        Forex trading aik aisa business h jis ma hamain sab se ziadah learning ki zarurat hoti ha, aur learning ka aik na kahatam honay wala process halearning to sath sath krni chahye chahay ap fully traders ban b chukay hain to phr b ap ko learning processs ko chorna nhi hai, q k learning se ap ko new strategy develope krnay me madad milti hai,
                        • #13 Collapse

                          Re: Start up me learning k sath low profit .

                          G los profit Kay sath small cent trade karty rahain
                          • #14 Collapse

                            Re: Start up me learning k sath low profit .

                            G bilkul dear friend ap ne ache bat ki hai agr ap shuro shuro ma ache kamiyab members Ban chahte Hain to aapko chahie ki ap start ma kam Profit Hasil krain taky apko achi kamiyabi hasil kar sky agr start ma aty he ap zaida Profit ki lalach ma lag jaty hain to apko Achi kamiyabi hassil nhi hogi r na he ap is platform per kamyab member Ban sakte hain start ma members ko knowledge nhi hota k is platform par kamiyab kasy hona agr ap apni marzi krain gybto apko nuksan hoga r hat ma bhi kuch nhi ay ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Start up me learning k sath low profit .

                              Assalamu Alaikum friends Umeed karta hun kya aap sab kagaj se Honge ji han friend Samachar ke Abba Jaan Se Jyada Hansi karne ke liye Karni chahie aur Jyada Se Jyada Hamen Karen Tu Tuhi Tu Ham Jyada Jyada adding Hasil Karenge aur Jyada profit Hasil Karenge to dost Paschim Mein Hi Hamen acche se acchi Nahin pahunche Nahin Karenge aur acche se acche se jyada limit wali post Nahin Karenge To Ham tab kabhi bhi kamyabi Ki Tarah Nahin Jaate aur Hamen to aap feet ke sath sath class bhi bol Jyada aata hai aur Hamen aligning ke sath sath Hua Phir Bhi bahut kam aata hai learning bhi Hamen kam Aati Hai learning Mein kam aati hai aur income bhi Hamari kam Aati Hai Kaun Begana mein balance nahin aata bahut kam aata hai Hamare bahut kam aata hai isliye main chahie ki Hamen Jyada Se Jyada is per mehnat Karni chahie Jaan Se Jyada Karni chahie Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X