Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna
    Dear baz dafa aesa hota hai k ham apne emotions ko control na karne ki waja se pehli trade loss main laga bethte hain aur phir din bhar usi loss ko recover karne k lye bari bari volume ki trade lagate hain to aesa kabi b na karen agar ek bar loss ho gya to market k sahi trend ka intzaar karen aur sahi moka dekh kar he trade lagaya karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ya hi khalti muj s hoi hai or muja loos huwa hai trade lagana ka bad loos huwa or phr os loos ko recover krna pr barbar kahlat trade open ki jis waja s bar bar loos huwa asa nahi krna chya mai abi pashta raha hon ka wait kr jata kia zarorat teh market ko chor data or wait krta relax ho kr dobara market mai entry lata ta ka fida bi ho dears mai ap ki bat s agree krta hon agr hum kahlti bar bar na dohrain tu huma kafi fida ho hamra capital bi bacha raha or loos bi na ho or long term trade bi kr sakain or loos ko recover bi kr sakian
    • #3 Collapse

      darust frmaya hai ap ny aik ghalti ko dobara sy whi ghlti kr ky dihrana koi trading strategy nhi hai apko emotional control rakhna zaroei hai oora din loss recover krna aor profit bhi na hina kamyabi nhi hai traders management aor analysis ky sath trade jub market ki smjh ajay ohr lo aor trading tips aor strategies ka istemal kro confidence aor emotional control bhi zarori hai
      • #4 Collapse

        Bhai ap ke baat bilkul thek ha agar hum sa tarding ma koi galty ho tu hum ko chahya ka hum ous galty ko repeat na kara bro khuch traders apni galty ko rep[eat kar lata ha jis ke waja sa in ko loss hota ha or phir ya recovery ma jaldbaazi karta ha jis ke waja sa phir galty kar lata ha or lose hota ha asi liya apni galty ko repeat nakar tu in ka liya acha ha bhai
        • #5 Collapse

          Asal me jb 1 bar loss ho jay tu trader emotional ho jaty hn aur jld az jld usko recover krna chahty hn. Is k lye forann new trade lga daity hn jo knphrr sy loss me chli jati hy. Is k lye best ye hy k jb kbi koi mistake ho tu cool mind k sath usy accept kren aur new trade jo b lgaien try kren wo wali mistake repeat na ho aur profitable trade krn.
          ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
          • #6 Collapse

            ​Insan ko apni ghaltiyon sy sekhna chahye na k bar bar wo he ghalti kar ky bar bar apna nuqsan karty rahen jo bar bar ek he ghalti ko dohrata hai me samjta hon wo bhot bra bewqof insan hai
            • #7 Collapse

              Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

              jab hum trade karty hain to is main kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay market main boht say log kam karty hain magr is main log wo loss karty hain jin ko trade main ziada knowledge nai hay kun kay agr aik hi mistake ko bar bar karty hain to humain kam karny ka koi faida nai ho ga apni learning ko acha karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                Dear forex trading main ager app kamyab hona chahty hain to app ko apni Galti ko control karna ho ga
                Ager app sy pehly koi galti hoi hai our app ko loss b hova hai to app ko apni us galti ko dhonda hai ky hoi ku or kia waja the wo es liy k wo galti dobra na ho ager ham ek he galti baar bar krain gy to forex main har bar loss ka samna he ho ga

                ku k forex trading main galti ke koi ganjish nhi hai ku k choti se galti b boht bra loss dy sakti es liy hamin apni galtion sy sabq sikhna chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                  forex mai jab hum aik galti ko dubara karty hain to hamy loss he hota hamy apny apne galtiyo ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex ak international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                    Dost apki bat bikul drust hai jab hamen loss hota hai to ham usko recover karny k lye blindly trade krna shuru kar detay hain aur phir mazeed loss kar letay hain. Ye bohat bari ghalti hai is se avoid karna chahye. Loss ho ya profit hamesha money management ko samnay rakh kar he trade open karen ta k apko utna he loss ho jitna ap afford kar saktay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                      ji haan sir aapne theek kaha hai agar Hum Ek Galti Karte Hain To Hume us se Sabak sikhana chahiye Kinder Humne Aisi Galti naa karan aur Hame chahiye ke Hum Apna trade badhane ke liye is pe Zyada Se Zyada Amal Kare thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: jmqadri580 پيغام ديکھيے
                        Dost apki bat bikul drust hai jab hamen loss hota hai to ham usko recover karny k lye blindly trade krna shuru kar detay hain aur phir mazeed loss kar letay hain. Ye bohat bari ghalti hai is se avoid karna chahye. Loss ho ya profit hamesha money management ko samnay rakh kar he trade open karen ta k apko utna he loss ho jitna ap afford kar saktay hain.

                        AIk ghalti kar kay, dobara usi ghalti ko dhorana aik baywakofi hai. isi tarha ager hum ghalti kartay rahay tu hum sirf loss hey uthayen gayy or jo naye traders hamesha ghalti kartay hain wo ya hai kay wo har loss kay bad naye strategy key talash main nikal jatay hain jis say wo trading nahen sekh patay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                          agar hum apni zindagi main b koi ghalti karte hain tu pher again wahi ghalti nhe karte hain asi tara forex main agar koi ghalati karte hain merket main tu pher merket main wahi ghaalti nhe karni chahaiye forex main agar aapko 1 baaar 100$ ka loss ho jata hain tu again pher wahi ghalti nhe karni chahiaye small lot use karni chiaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                            aik galti ho jy to hamy isy avoid karna chahey agar hum pher wohe galti kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hum trading karty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain ayo students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ek ghalti kar k phir se wohi ghalti karna

                              forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apnr marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X