Take profit or stop loss Lagana behad zarori hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit or stop loss Lagana behad zarori hy.
    Forex market ak aesa market hay jis may har second changes ati rahti hay or bari bari tabdeeli ronuma hoti hay or forex market may price ki in changes ki waja se buhot saray traders khob sara paisa kama letay hain, lekin dosri taraf buhot saray log apna paisa loss b kar detay hain, is liye forex market may trade karnay k liye do intihai zaroori tool ka istimal lazmi karna chahiye ak Stop loss ka jis ko laganay se ap ziyada loss may nahi jawo gy or dosra Take Profit jis k laganay se ap agar bussy ho or ap nne koi trade lagai ho tu wo trade ap k profit target par pohunch kar khod ba khod band ho jaye gi.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aap ne baja farmaya hai hamen take profit air stoploss ko use krna waqae bahot zaruri hota hai q k jab tak ham in tools ko use nhi kren ge tab tak ham kamyab nhi ho pate hain
    Stoploss ko use krne se ham apne loss ko aik limit pe rakh dete hain jiske baad hamara account wash nhi hota hai aur takeprofit wawaja se kabhi bhi hamara profit miss nhi ho pata hai so hamen in tools ko lazmi use krna chahiye
    • #3 Collapse

      Forrx trading market mn jitny bhe trading toold hain sab ka place krna wesy tu vahut zaruri hai aor as sy hamra account safe rah sukty hain lakin kisi bhe order py take profit aor stop loss place krna bahut zaruri hai bagair tp aor stop loss k ap ki trade kbi bhe ap ko achi earning ni dy sukti aor na he ap safe trade kr sukty hain as liay ya 2no tools tu trading k liay bahut zaruri hain.
      • #4 Collapse

        Take profit aur stop loss jb ap lga dety hein tu apko aik tu trading save ho jati hai aur dosara apko bar bar computer laptop ya mobile ko dekhna nai parta aur ap befikar ho kar koi aur bhi kam sath sath jar skte hein lekin yeh na zaida km aur na hi zaida hona chaye
        • #5 Collapse

          Jnb foex trading 1 risky business hy. Hm is k risk factors sy bchy k lye safety tools use krty hn taa k trade 1 limit me rhy. Agr loss me jay tu loss b 1 khaas hadd tk ho aisa na ho k poora account e wash ho jay. Is lye stop loss ko possible point pr lazmi set kren aur TP b use kren taa k tp set hony sy hmara profit point pr pohnchny pr hmari trade auto py close ho aur hm profit ko save kr sken.
          ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
          • #6 Collapse

            Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ager hum stop loss lgaty hai to hamay mutmain ho ge ager lose howa to itna ho ga ager profit howa to itna iss ham pareshani ka shikar ni ho ge
            • #7 Collapse

              G han dost take profit lagna bohat zahrori hai is main aksar hum kisi kam mn paas jate hein ya network ki problem se hum market ko fallow nai kr sakte tu hume is liye hume is main take profit ur stop lose ko lazmi use krna chaiye is k faida ye hota hai market jab hamrr point py ati hai tu khud hi close ho jati ha
              • #8 Collapse

                Yes dear trading ma ye bht zroori ha taka ap ko ziada se ziada profit haasil ho aur ziada earning kr ska is lia huma chaya k ziada se ziada trading ko learn kre
                • #9 Collapse

                  Stop loss lgana bhot zeada zaroei hota hy kio k agr hamai trade break ho jati hy achanak sy kuc ho jata hy jis ki waja sy cranci my achanak tezi ah jati hy to hamra stop loss lga ho to trade khod close ho jati y zeada loss nai dyti hy yabhhot zeada zarori hota hy lgana kbhi kbhi khod pr countrol nai rehta hy to stop loss ham ko bcha lyta hy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے
                    Forex market ak aesa market hay jis may har second changes ati rahti hay or bari bari tabdeeli ronuma hoti hay or forex market may price ki in changes ki waja se buhot saray traders khob sara paisa kama letay hain, lekin dosri taraf buhot saray log apna paisa loss b kar detay hain, is liye forex market may trade karnay k liye do intihai zaroori tool ka istimal lazmi karna chahiye ak Stop loss ka jis ko laganay se ap ziyada loss may nahi jawo gy or dosra Take Profit jis k laganay se ap agar bussy ho or ap nne koi trade lagai ho tu wo trade ap k profit target par pohunch kar khod ba khod band ho jaye gi.
                    Take profit or stop loss acchi trading karne ke liye bahut Darna Zaroori Hai traders ko chahiye Ke Jab Bhi trading Kare to stop loss or take profit zaroor use kare is se traders K trading Mein improvement Aayegi aur achi trading karne mein help milegi
                    • #11 Collapse

                      Jee han forex market her waqt movement krti rehti hai is mein kisi waqt bhi changes ho sakti hein,yahan aik waqt mein kisi ko loss aur kisi ko profit ho jata hai,take profit aur stop loss boht achy tools hein trading krty waqt yeh tools zaror use krein tah k loss na ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit or stop loss Lagana behad zarori hy.

                        agar hum take profit aur stop loss dono ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es liye humay chahiye keh ziada say ziada focus karen es business par tab he safe earning kar sakty hay aur kamyab earning kar sakty hay es business main humay mehnat karni chahiye es business main
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit or stop loss Lagana behad zarori hy.

                          forex main take profit or stop loss ki bohat hi zada ehmiyat hain yai hamry safe gurad hain or hamy loss sy bachata hain agr ham is market main new hain to hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky is main take profit or stop loss ko laga kar is main analysis ko achy sy use karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or loss sy bach sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X