Small profit k liye big risk nhi lena chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small profit k liye big risk nhi lena chahiye
    Hamen koi bhi trade open krne se pehlay achi tarah se market ko analyse krna chahiye aur always ye baat mind men rakhni chahiye hamen kam as kam apne stoploss se do gunna takeprofit mill rha ho
    Agar hamen stoploss ziada milta hai aur takeprofit kam milta hai to hamen aisi trade ko bilkul bhi nhi lena chahiye q k hamen aisi trades se aksar loss hi ho jata hai
    Hamen kabhi bhi useless trade open nhi krni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ham apne acount pe small profit k liye big risk len ge to zahiri si baat hai hamen profit kam hona hai aur loss ziada hona hai
    Aisi trade ko open na krna hi hamare liye behtar hota hai q k aisi trades se hamen loss k chances bahot ziada hote hain so hamen koshish krni chahiye k hamen apne acount pe loss ko kam se kam rakhna chahiye ta k ham best trading kr saken jab tak hamen ko achi trade nhi mill jati hai to uss waqt tak hamen wait hi krna best hai
    • #3 Collapse

      G han bhai hamen kbi bhe forex market mn small profit k liay ya big profit k liay bhe big risk ni lana chahy hamen tab sirf trade krni chahy jb hamen safe indication mil rahe ho kbi bhe forex markwt mn big risk na len q k ya bahut risky bussniss hai aor ap ka thora sa hhe risk ap k account ko wash kr sukta hai
      • #4 Collapse

        Sahi bat hai apki lekin insan ki yeh natural hai ke wo jb km hasil karny lg jata hai tu wo zaida ke hasool ke ley kuch bhi risk leny ke ley foran ready ho jata hai aur aisa karna kbi faida mand aur kbi loss ka sabab bnta hai is ley kabhi bhi jaldi main koi bhi faisala na lein
        • #5 Collapse

          Forex trading me profit aur loss dono sath hn. Risk lye bghair hm trade ni kr skty. Agr smal amount of profit lena hy tu phr itny brry risk ki zrurat ni hy albtta apka profit huge lg rha hy tbb ap risk len lekin safe limit me aisa na ho k trade ko loss ly ja kr account wash kra len. Is lye small profit k lye b ziada risk ki zrurat ni.
          ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
          • #6 Collapse

            dear traders forex trading main risk lena bewaqofi hoti hy jub ap market ko properly technically fundamentely aur her traha se analysis kerty hain khe ye trade lagany se kum profit aur ziada loss ho sakta hy tu oss trade o miss ker dana chaye aur isi achi trade ka wt kerna chaye.
            • #7 Collapse

              Gee bilkul forex trading market may buhut jaldi up and down hotha rehta hay is liay small profit k liay kabhi bee ziada risk nahee Lena chaheiay balke trade ko small profit may he close karna chaheay kionka agar esa nahee karengay tho ziada loss ka khatra hotha hay
              • #8 Collapse

                G Dear sahi bat hai ap hamesha waha pe trade enter karen jahe pe zyada profit mil raha hai lakin uske lye market k achi tarah se anylis karen uske bad he sahi moka dekh kar trade enter karen aur koshish karen k kam se kam stop loss rakhen aur jint sl hai us se zyada ka apka profit hona chahiye
                • #9 Collapse

                  Ap ki bat blkul sahi he trading krte wqt hme lalach nahi krni chaiea or apni best performance deni chaiea or kisi bhi kism ka risk nhi lena chaiea.
                  • #10 Collapse

                    jab takeprofit sy zyada stoploss mil raha ho to humy markete main trade karty waqt dhayan rakhna chaye. agar hum aisy situation main trade kary gy aur bin soch samajh k kary gy to humy buhat lost ho sakta hun. thanks
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Yes dear ap ne theek kaha k agr huma loss ho tu huma ziada se ziada profit hona chaya aur thora se kam k lia profit ni lena chaya
                      • #12 Collapse

                        aslam oalaikum mere bhai kese hen ap g bhai jan ne bilkul theek hi farmaya he kam profit ke liye hamen bahut bara risk nhe lena chahye dekho is me mera knowledge yehi kihta he ke ham apne maind ko ek hi jaga pe set karen aor ham one week ya one mounth ka profit targit bnaen us ke ilawa lalach na karen
                        • #13 Collapse

                          Dear main ap ke bat sa blkul agree krta hon ka chota sa profit ke khatir bra risk nea lana chaya ya bat main ap ko apna experience sa bta raha hon ka jab bhe ap risk lata han tu ziada dfa ap ka account wash ho jata hai us lya kabhe bhe chota profit ka lya bra risk nea lana chaya
                          • #14 Collapse

                            Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager aap big trade lgaty ho hai apna mind small profit ke tarf matwaja karty hai hm jesa pagal koi ni ho ga ager apko karna small profit hai aap small trade he lgaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear hamain aisa kuch bhi nai karna chaye jis say hamara account kisi risk main parr jaye hamain apni incest ki kadar karna chaye aur jo hamari invest hay usay management say trading karna chaye aisa na ho k ham kisi bari lot main phans jayen aur hamara account aik he lot main washed ho jaye aur hamain forex ki trading say hamsha k liye nafrat ho jaye aisa karna bilkul bhi theek nai hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X