Kabhi bhi forex ko blame na kerein.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhi forex ko blame na kerein.
    Kuch logoon ka kehna hai ky hum jab bhi trade lagaty hain to market hamary ulat chana shoro ho jati hai. Forex waly koi ghar bar krty hain.
    Bhai aisa kuch nai hai. Aisa sirf new ky sath hi hota hai. Us ki wajhah ye hai k hum se analysis sahi nai hota. Q k hamara experience kam hota hai.
    Is liye forex ko blame nai kerna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    فوریکس میں بلیم الظام لاگانا یے ایک حصہ ہے ہر ٹریڈر اور ہر ٹریڈر تین مرحلوں
    سے گزرتا ہے سب سے پہلے وہ ایک سسٹم کو ڈھونڈتا ہے پھر اس سسٹم پہ کام کرتا ہے اس کو منافعا نہیں ہوتا ہے تو پھر الظام لگانا شروع کرتا ہے ہر ٹریڈر کو چاہیے کہ پھر سے ایک سسٹم کو ڈھونڈے اب اگر منافعا مل رہا ہے اس سسٹم سے تو اب اس کو نہ چھوڑے۔

    Last edited by ; 15-12-2018, 07:52 AM.
    • #3 Collapse

      Forex market main jo change honi hay wo ho k rehti hay ager ap us main ho ya ap market say bahir ho. q kay us chart ki movement hoti rehti hay aur wo movement kisi kay under command nahi hoti. Forex market aik automated system hay jo us main hona hay ho kay rehna hay. so forex ko balme krnay say pehlay apni strategy aur knowledge ko check kr lena chahye.
      • #4 Collapse

        G han kesi be situation me Forex business aur market ko blame nahi karna chaye agar loss ho jaye to ye market ki volatility zeyda hony ki waja se hi hota hay, market volatility zeyda hony ki waja se big movements dekny ko milti hey aur koch ham ne opposite side me trades be open key hoty hey jo key big loss ki waja ban jaty hey es me market ki koi be ghalti ya mistake nahi hoti ye hamari apni hi mistake hoti hay.
        • #5 Collapse

          forex trading business ya market ko blame karne ka koi faida nhi kiok forex trading business mein jab loss hota hy is forex trading ka ya market ka kiya ka koi role nhi hy aik trader ko jab loss hota hy us ki apni galti se hota hy jn ko loss hota hy kam learning knewledge aur kam experience se hota hy aur analysis achy nhi hoty agr wo bhi learning knewledge aur experience hasil karain aur analysis achi traha karain tu profit earn kar saktay han
          • #6 Collapse

            Dakhain dear ham forex k sath trdain to ker sakty hai per forex ko blame nahe kar sakty . qk forex ki to nature he risky hai. is lai kabi b ham forex ko blame nahe krain gy agr blame karain gy to apny ap ko ham blame kar skaty hai. yani ham na forex ki nature ko understand he nahe kia. or na ham na forex ko samjha jiss waja se ham ko loss a gay . or na ham na wo tools use kiy jiss se ham forex main apny loss ko kam kar sakty thy ya bacha sakty thay ham na aisa kuch nahe kia jiss waja se ham forex se loss aya.
            Nahe to dear agr ham blind trade na karain or zyda risk na lain to ham ko forex se loss k chance boaht kam hoty hai. per is se murad yah nahe ho ga k ham ko forex se loss nahe ayin ga .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhi forex ko blame na kerein.

              forex trading main nuqsan par hum kisi ko balame nahi kar sakty kyun keh loss ki waja hum khud hoty hay agar humary pass forex trading kay bary main kam knowledge ho ga to hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay loss he hota hay es liye humay chahiye keh apny weak points par ziada say ziada focus karen esi main faida hota hay

              اب آن لائن

              Working...
              X