Stop loss lagana na bholein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss lagana na bholein
    Dear friends 80% jin logoon ka account wash ho jata hai us ki wajhah ye hai k wo stop loss nahien lagaty. Jab un ko loss hona shoro ho jata hai to wo wait kerty hain hai k ab market apna trend change kery gi aur wo recover kerein gy. Lakin akhir mein nateeja ye nikalta hai k account wash ho jata hai.
    Lihaza stop loss must lagain.
    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear brother forex trading main SL aur TP bht faida ka option ha basically trading main har banday ko loss ka dar laga rehta ha to loss km se km ho aur profit ziada se ziada to yeh aik loss aur profit ki limit select kr dain to ap free kam kren aur baghair tension k kam krty rahen yeh auto pa hit ho jaen ga. Thanks
    • #3 Collapse

      Bilkul sir g esa he hota hy jub sl ni lga hota to account wash he hota hy humein kabhi bhi trend k khilaf trad open ni karni chahiye bulky trend k end per bhi trend k mutabik trad lgain kiyon k trend tabdeel mushkil sy hota hy
      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
      • #4 Collapse

        Jnb apki baat thk hy agree ap sy stop.loss ka use krna buht zruri hy. Ye 1 safety tool hy jo k hmary trade ko 1 bigg loss sy bchati hy. Hmy is ko lazmi use krna chahye. Agr hm thory loss ko face kr len tu ye ziada behtr hy bjay is k keh hm apna account wash kra len. Aksr log market k reverse ka wait krty rehty hn aur jb market reverse ni aati tu completely account wash kra laity hn.
        ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
        • #5 Collapse

          Stop loss lagana nhi bholna chahye Q kay stop loss kisi bhi trading account ki zamanat hota hay. ager account ho ga to hi trader next day thoray loss k bad trade ker sakay ga. aur ager stop loss set nhi krta to aik ya 2 trade saray account ko wash ker sakti hain. aur phir dobara trade ka option hi nhi bachy ga. stop loss thora loss day kay account ko safe kr deta hay aur account wash honay say bach jata hay.
          • #6 Collapse

            forex trading business mein stop loss aur take profit ka buht ziada faida hy aur forex trading business mein buht se trader is traha hi kartay han take profit laga daite han aur stop loss use nhi kartay jab loss hota hy tu loss ziada ho jata hy tu trader trade close nhi kartay k loss recover ho jaye aur is traha account hi wash ho jata hy aur agr stop loss ho ga tu hum ziada loss see bach saktay han aur account wash nhi ho ga kiok account wash hone se behtar hy k kam loss ho kiok kam loss ko recover kar k hum trading kar k profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss lagana na bholein

              apki baat sahi hay humay chahiye keh stop loss kay bgaitr ading na karen kyun keh eskay bgair trade karna humary liye bohat ziada loss ka sabab ban sakta hay aur humay chahiye keh esmain theak say trading karen aru market ko samjh kar he esmain kam karen tab he humari trading achi ho pati hay
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss lagana na bholein

                Trading market mein agr hum stop loss k baghair trade open kartay han tu is ka mutalib hy k hum apne account ko risk mein lain rehen han kiok stop loss k baghair Jo bhi trade open kartay han aur agr wo loss mein jati hy tu account hi wash hota hy kiok market ka kuch pata nhi hota k kab kis waqt buht ziada movement kar jati hy agr ap ne kam lot se bhi trade open ki hy tu is mein bhi stop loss zaroori hy kiok stop loss ko laga kar trade open karne se hum apne account ko save rakh saktay han aur ziada loss se bach saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss lagana na bholein

                  ek bohat he achi bat kse ne kahe hye ke profit jatna zayda ho atna acha hota hye loss jatna kam ho atna acha hota hye as leye hum ko har ek trad pr stop loss lazmi lagna chahye as se humra account safe hota hye and hum ko ye bat bhe mind me rekhne chahye ke kse be time agr hamra net ya pc kharb ho jye to hum kia karan ge jo theak trader hote han wo SL use krte han
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss lagana na bholein

                    Stop lagana traders kay liye bhot ziada zaroori hota hai aur traders ko chaiye ke jab b nai trade open Karin tu iss kay analysis mai stop loss aur take profit dono kay points b note kar diya karin. iss trah traders ko stop loss hit hony per financial loss tu hota hai lakin woh kafi stress aur time waste karny say bach sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss lagana na bholein

                      Je ha bilkul sahi kaha apny ager ham stoo los ke bgair he trade ko open kary ge to hamy lose se koi bhi nahi bacha sakta sirf stop lose he hai jo hamy aik big lose se bachata hai hamy chahye ke aise best tools ka istmall karty rehna chahye taky ham unn se faida utha saky aur profit bhi earn kar saky
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss lagana na bholein

                        Boss jab ham forex mien kaam kerty hien aur as mien trading kerte hien tu hamain as mien her trade k sath stop loss ko use kerny ka kaha jata h mager mien jab b as mien kaam karo ga tu mien as ko use na karo ga q k mien kabi b apni trade ko loss mien close na karo ga q k job stop loss use kerte hien un ko forex k trading mien loss hi h jata h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss lagana na bholein

                          Bhot sary traders loss stop nahi lagty hain ya stop loss lagna bhool jaty hain 90% log loss stop nahi lagty hain trading karty hoay to un ka account wash ho jata ha seniors aksar aisa krty hain un k account bonus ziada hota ha to wo stop loss lga lety hain agar market suitable na ho trade k liay ar loss ho jay to stop loss pe aa kar loss rok jata ha us ka faida ye hota ha ap k account ka baqi balance bach jata ha matlb ap ka account ka balance complete wash nahi hota ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss lagana na bholein

                            forex main stoploss hamara safegurad hain agr ham is main new hain to hamy isy laga kar investment karni chahey ay market ky rules ko follow kar ky is kay up or down ko dekh kar is main stploss ko laga kar is main analysis ko use kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main successful ho kar acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain or loss sy bach sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X