Leverage ziada na rakhain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage ziada na rakhain.
    Dear members forex trading main hum apni small investment per leverage ki madad se ziada beri trade laga sakty hain. Leverage broker ki terf se di jati hey aor iski value hum khud choice kerty hain. Ager yeh ziada ho aor trade loss main jaey to yeh account ko bhi wash ker jati hey. Is liey iski 1:50 ki jo value hy woh theek hey is se increase na kerain.thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan bhai jan ham ko forex fourm main ana leverage zida rakhna che hai q k agar ham aesa nahi karen gee tu hame forex use karne ka koi bhi fyda nahi hai
    • #3 Collapse

      Jnb leverage sy beshak hm apny bonus sy ziada trade lga skty hn ziada lot size set kr k. Pr possible hy k ye hmy loss me ly jay aur account wash ho jay. Aur agr profit me jay tu profit b ussi hisab sy ziada hy. Hmy apny account bonus ko save krna zruri hy taa k hm long time tkk trade kr sken . Agr hn isko ziada lot size sy trade lgaty hn tu ye loss me jany pr hmara account wash kr dy ga. Leverage 2 dhaari talwar ki trha hy ye minto me profit b dy skta hy aur loss b. Hmy apny bonus k lehaz sy lot size set krni chahye.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        Levrage zada nahi hona cheay. Likan es kay sath ap ki planning bhe achi hona cheay. Jis kay bad ap forex market mai trade kr sakty ho. Forex market mai earning bhe ho gy. Jis ki planning achi ho gy tou es ki earning bhe achi ho gy. Forex market mai planning ka hona bohat zaroori hai.
        • #5 Collapse

          Re: Leverage ziada na rakhain.

          forex aik online business hain hamy is mai apne leverage ko best bana kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain yai aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: Leverage ziada na rakhain.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
            Dear members forex trading main hum apni small investment per leverage ki madad se ziada beri trade laga sakty hain. Leverage broker ki terf se di jati hey aor iski value hum khud choice kerty hain. Ager yeh ziada ho aor trade loss main jaey to yeh account ko bhi wash ker jati hey. Is liey iski 1:50 ki jo value hy woh theek hey is se increase na kerain.thanks
            Jab V traders Apna Forex trading account bana rahe hona chahiye ke Hamesha small ladies size account Banaya cute girl big Living Science ka route Banayenge Tumko profit and loss board Teji se Hoga Jis Se loss ke Jaan Se Jayenge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Leverage ziada na rakhain.

              bhai aap ki baat say ittefaq karta hun aap ny bara acha mashwara diya hy aisay mashwaray ham new joiners kay liye bohot kaar amad hen or trading mn aik naimat say kam nahin hen, leverage ko kam satah per rakhnay mn he hamara faeda hy , ic mn hamara account safe rehta hy or hamen kaafi sari tentions say bhi bachata hy , mn umeed karta hn kay aap aaenda bhi apna experience share karty rahen gay or hamara bhala karty rahen gay ,taa kay ham aik achi trading seekh jaen.
              • #8 Collapse

                Re: Leverage ziada na rakhain.

                agar hum kam leverage ka account use karen gay to hum safe trading kar sakty hay kyun keh ziada levearge kay account main hum risk bhi ziada lay lety hay es liye humay chahiye keh kam say kam risk main trading karni cahhiye tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay esmain mehant karni chahiye
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Leverage ziada na rakhain.

                  leverage ko zada rahkny sy hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar high amount invest kar ky ache leverage lagane chahey pher he hum kamyabe haisal kar saky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Leverage ziada na rakhain.

                    hamy leverage ko km rahkna cahahey pher he hum loss ko avoid kar skay gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is ma part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Leverage ziada na rakhain.

                      hamy leverage ko tab zada rahkna chahey jab hamara capital zada ho pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Leverage ziada na rakhain.

                        forex aik unique busienss hain hamy is mai ache leverage laga kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai leverage ke bihat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha busienss hain hum isy apna proffesional career be bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Leverage ziada na rakhain.

                          hamy leverage km he rahkne chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kama kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Leverage ziada na rakhain.

                            Good evening friends....
                            hamain as mien aa ker her bar leverage ko kam say kam use karna hota hai or jahan per ham ko lagta h k hum ko mazeed b profit ho to hum ko samjh lena hota hai k ab hum as main greed ker rahe hain or jab kio b trader forex trading main greed karta hai to wo janta hai k greed is the enemy of every trader and it kills our account to as ly hum ko apne account ko safe rakhna hota hai or ham ko jab b kaam karna hota hai ya trade karna hota hai tu as ko belkul aor 100% risk free ho ker kaam kerna hota hai aor as mien ham ko her bar har trade main apni safety ko nazar main rakh kar trade karna hota hai pher hum success gain ker sakty hien.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X