Curency ko kesy parha jata hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Curency ko kesy parha jata hy?
    Gbp/usd

    base curency/ quote curency

    left side wali curency ko base bola jata hy or rihgt side wali ko counter curency bola jata hy.
    Trading krty huy base curency ko bnyad rkha jata hy for exmple gbp/usd agr is jory ko khrida jy ga to gbp ko khrida jay ga or agr is ko bchy jy ga to gbp ko becha jay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han brother sahi kah rahay hain ap, forex main currencies hamesha pairs ki sorat main hoti hain aur hamain sell ya buy pair ki pehli currency ko dekh kar ki jati hay....jesa kah gbp/usd main ham jab sell ya buy kartay hain to actually gbp hi sell ya buy hota hay...aur usi k mutabik profit ya loss banta hay.
    • #3 Collapse

      Ji janb apne sahi kaha hai k forex trading mai both side sirf pair currencies ko show karti hain apka jo bhi profit ya loss hota hai wo in paird par hi hota hai islia apko chahiya k ap news anylisis k sath hi buy ya sell karo kiyon k ya pair to pair hai kafi critical hai is par trade bhot soch sMaj k lagani hoti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main har pair main do currencies hoti hain jis main aik base currency hoti hai jo left side se hoti hai or es main jo sath hoti hai wo quote currency hoti hai hum forex main trading karty hain tu sari base currency par hoti hai mtalb yah hai k base ko he hum buy karty hain or base ko he hum sell karty hain es ko parha bhi ayse he hota hai

        اب آن لائن

        Working...
        X