Loss ki recovery k liye emotional ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ap ka ye thread traders ki aik reality ko show ker raha hay. Forex main profit aur loss sath sath chaltay hain. lakin jo loss ki recovery kay liye emotional ho jata hay wo apna aur loss krta hay us ko emotion ki waja say kuch nazar nhi a raha hota aur stress aur tension ki waja say wrong decisian leta hay.
    wrong decision aik bary loss ka sabab bantay hain aur nobat account wash hoonay tak a jati hay. Profit aur loss dono conditions main emotional nhi hona chahye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G ap ki bat bilkul theek hay aur mai ap ki bat se agree karti hun k humain agar loss hota hay tou humain usay accept karna cahiay aur apne loss ko samjhdari se recover karna cahiay aur loss recover karne main kisi kusam ki koi jald bazi nai karni cahiay kiu k jald bazi main aa kar hum mazid loss kar sakte hain aur aik kamib trader wohi hay jo soch samjh kar trade karta hay aur kisi kusam ki jald bazi se kam nai leta
      • #18 Collapse

        Jo sab sy bori bat hy trading my aksar trader ki who yahi hoti hy k jab ham trde kr rhy ho loss ho jaye to us ko acwpt nai krty hy us ko recover usi taime krny my lg jaty hy jis ki waja sy our b loss hota hy our us waja sy ham ko bhot zeada profit bhinnai mil sgta hy ohr hamar account bhi wash ho jaty hy yahi waja hoti yy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #19 Collapse

          Agreed dear emotions are enemy our if we are emotional than it will be exactly wrong decision so we should decide with cool mind
          • #20 Collapse

            loss ko recover krny ky leay waqai hikmate amli apnnai hoti hai emotional ho ky loss ko recover nhi kia ja skta hai blky is sy apko mazeed loss hota jata hai lehaza mery deqr trading members apko forex forum bhi qualitative knowledge share krna chye aor trading account ko bhi isi trah achy knowledge Experience aor skills aor strategies ko use krty huy handle krna chye loss recover ho jata hai lkn wash recover nhi hota hai
            • #21 Collapse

              g haan bhain aan ap ne sahi kaha hai k ham ko loss hone k bad ham ko aes mian emotinal nahi hona che hain agar ham emotinal hon gee tu bhu as main ham k koi bhi fyda nahi ho gaa
              • #22 Collapse

                Acha trader emotion less hota hay. wo trade profit main ja rahi ho ya loss main us kay emotions same rehaty hain. us ko na profit ki khushi hoti hay aur na hi loss ka dar ya khouf. wo apni daily trading main laga rehta hay aur apna target achieve krnay ki koshish krta hay aur ager target achieve na ho to wo aglay din dobara koshish krta hay aur na umeed nahi hota aur na emotional hota hay.
                 
                • #23 Collapse

                  G han bro ap ki bat thek hai hume apne lose ki recoveri jaldbazi main nai krni chaiye jab hume zada lose ho jaye tu losejo recover krna bohat muskil hota ha kuch log tension ki waja se mazeed lose kr jaye hein analysis ur chart ko fallow krna chaiye big lots size ka use nai krna chaiye
                  • #24 Collapse

                    bhai forex trading main boht se ayse tradors hain jin ko loss jub hota hai tu wo apny emetion par control nahi rkhty hain or hmain es bat ki jaldi hoti hai k hum jaldi jaldi apna loss recover kar skaen es bad aysa karny se un ko aik bar pher loss ho jata hai es liye loss ki recovery k liye kabhi bhi jald bazi main trading ak faisla na karen ta k apko mazzed loss ho jay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      forex trading main loss har trador ko he hota hai or soko recover karna bhi bohtz arori hota hai es liye hmain chahye k jub hmain loss ko recover krna hota hai tu jald bazi main nahi karna chahye q k boht se tradors loss k bad bari lot lga dety hain k hmra loss recover ho jy ga laken os k bad dobara loss ho jata hai es liye apny emtionspar control rakh akr trading karengy tu apka loss recover hoga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X