Account wash hony key bad..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hony key bad..
    Dear members forex trading main kisi bhi trade per technical aor fundamental analysis aser andaz hoty hain aor baz defa hamary analysis darust hoty hain leken phir bhi trade loss main chali jati mukhtaluf wajohat ki wajhan se aor hamara account wash ker jati gey. Account key wash hony ki sorat main himat bilkul nhen harni chaey iss main hamari koi mistake nhen hey belkeh humain new jezby key sath forum per ziada se ziada quality post kerni chain aor demo per apni practice kerni chaey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap ki bat theek hay k agar humin tradibg main loss ho jata hay aur kisi wajha ae humara account bhi wash ho jata hay tou humain is bat ko lay kar paresham nai hona cahiay balke mazid mehnat karni cahiay aur apni galtion ko dor karna cahiay kiunk ye market hay
    aur ye kab kidhar move kar jay is bare main koi nai janta is liay humain demo par khob practise karte rehna cahiay aur apni galtion ko dor karna cahiay take next loss se bach sakain
    • #3 Collapse

      Account wash hota q hy sb se pehle to ap ye sochen or dosra accont wash hone k bad ap demo per mazeed practice kren taky apko forex ki or knwoelge mily agr ap forex ko chorh dengy to phr ap bhul jaengy apko market me rehne k liye dobara se demo per practice start krni hogi
      • #4 Collapse

        Account wash hony k bad bohat se log disheart ho kar trading chor dety hain aesy logon ko chahye k himmat na haren aur dobara se forum per active ho kar trade karen. Apki jis ghalti ki waja se apko loss hua hai koshish karen k wo ghalti repeat na ho aur mazeed knowledge hasil karny ki koshish karen inshallah apko profit b ho ga
        Bus himmat nahin harni
         
        • #5 Collapse

          Account wash hony k bad bohat se log disheart ho kar trading chor dety hain aesy logon ko chahye k himmat na haren aur dobara se forum per active ho kar trade karen. Apki jis ghalti ki waja se apko loss hua hai koshish karen k wo ghalti repeat na ho aur mazeed knowledge hasil karny ki koshish karen inshallah apko profit b ho ga
          Bus himmat nahin harni
           
          • #6 Collapse

            dost aisa hota hai k jub humy buhat sara lost hota hai aur humy itni himat nahi hoti k hum agly month tak bonus ka wait karain to aisy main kaafi traders yaha sy left ho jaty hain aur wo ye nahi sochty k kia pata agli dafa humy is main profit ho jaye.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              jub ham forex main propper earning kartay hain to hamara mined barra fresh hota hay aur jub hamain koi lose hota hay to hamara haal daikhna wala koi nai hota hay aur jub hamara account washed ho jata hay to ham yeh chahtay hain k hamain kisi tarha say yeh kaam chore daina chaye is jaisa koi bura kaam nai hay so aisay halaat say bachnay k liye hamain forex main mehnat karni chaye aur propper knowledge say kaam karna chaye is main hamari sab say ziada behtri hay.
              • #8 Collapse

                Jnb trading me loss aur profit iska hisa hy. Aur agr ye loss buht ziada ho tu tbb afsos hota hy buht. Is k lye hmy chahye k agr account wash hota hy tu hm apni us mistake pr ghour kren aur uski reason daikhen k kia aisi ghlti hoi js ny account wash kra dia. Is k bd agrhm next kbi trade kren new account sy tu buht ziada care kren aur koshish kren k woh mistakes repeat na hn. Stop loss use krty hoy loss ko 1 khaas hdd tk limited rkhen.
                ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
                • #9 Collapse

                  Forex aik online business he es me loss or profit sath he hota he or AGR hamri galti ke waja sy hamra account wash ho jata he to phir hame hemmat nahi harni chahiye balky apni mehnet ko jari rakna chahiye or nay siray sy kam shoru karna chahiye or es me zada mehnat kar k or achi post kar k acha profit hasil kar sakty he
                  • #10 Collapse

                    Dear brother ap nay thek kaha hay sometimes perfect analysis k bawajud bhi hamari trade loss main chali jati hay...es ki reason yah kah news ki waja say market reverse ho jati hay aur account tak wash ho jata hay...so hamain mazed mehnat karni chaheay trade laganay say pehlay news ko dekh lena chaheay aur apni learning ko mazed strong karna chaheay.
                    • #11 Collapse

                      g haan bhai jaan ap ne acha sawal kya hai account wash hone k bad hame account wash hone k bad ham ko fore main bohat hi zyada mihnat karny ho gee
                      • #12 Collapse

                        G friend ma ap ko ap ki bt say agree karti hun k agr humy trading ma loss hota ha ya phr hamara kisi b waja say account wash ho jata ha toh humy chaya k hum bilkul b tension na lay bilky eazy ho kar is ma mazed mehnat kary phr sub kuch milna shoru ho jata ha
                        • #13 Collapse

                          Assalam alaikum dear forex trading main jab ham ko lose hota hai aur hamara account wash ho jata hai tu hamara kam krna ko dil nea krta laikin ham ko chaya ka ham apni mistakes ko thk kran aur un sa sabaq hasil kran aur apna kam ko carry on rakhen agr ap disheart ho jata hai tu phr ap forex trading main profit earn nea kr sakta han
                          • #14 Collapse

                            Account wash honay kay bad ap phr say thread post kray aur bonuses earning hasil kray. Jis say ap es forex market mai phr say trade kr sakty ho. Likan es bar ap nay apni mistake ko control krna hai. Jab ap nay mistake ko control kr lye tou phr ap ka account wash nahi ho gy. Ap es mai regular trade kr sakty ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex traing main account wash hony ki sub sa jo bari wjah hoti hai wotrading main stop loss ka jo trador use nahi karty hain un ko he loss hota hai es liye hmain apni trading main stop loss ko lazmi set krna chahye ta k hmain loss zeyda na ho or na he hmra accont wash ho money mangmnt aghr ap apni trading main akrty hain tu ap ka ccount wash nahi hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X