Dear forex market dollar pechla kuch month s kafi up gaya hai or pakistani rupees bi down gia hai dollar up hona s mara ya sawal hai ka forx market jab dollar necha aya ga tu pakistani rupees pr bi is ka assar pahra ga kia pakistani rupees strong ho ga ap log kia kahta hain is bara mai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим