Math and forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes sir ap ne bilkul thek kaha main ap ke bat sy agri krti hun ye math aisa subject hai ye har shoby me use hota hai ye b forex ke trha hai is me b math ka ana bahot zrori hai taky humy pta chal sky k hum hum ne kitny din kam kiya or humy kitna profit ho ga so math forex me zrori chez hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g sir apko math b ana chaye kyun k forex kk different steps hote hn kahin b maths ki need pardh skti h is lye apko math b ani chaye
      • #33 Collapse

        jese k hum jante hen kkisi b bussiness k liay study buht zarory he isi terh math or statics ko study kerna b zarory he ta k bussiness me calculation thik ho,,,,,,,calculation thik hone se humien bussiness me lose nhi ho ga
        • #34 Collapse

          I do not think that there is any role of high level Mathematics in trading because Mathematics is not going to tell you that in which direction market is going.It is your analysis that can tell you that in which direction market can go and how long it can go.So this is the reason that mathematics had no big role in trading.
          • #35 Collapse

            yar math bohat tough hai lekin is ke muable main forex bohat asaan hai hame forex main lazmi kam karna chahie ,it is very good 4 us
            • #36 Collapse

              g han mra bhai apna sahi bola han forex ma jb hum kam krta han to hum ma math b ana chya han q ka is sa hum ma bht faida ho sakta han
              • #37 Collapse

                forex or math dono main practice hi appko achi knowledge provide dear ma ap ke is bat sa agree hon ma ya kahna chhon ga ka or math ma koi fark nhi ha math kersakti hai statistics bhi forex ki tarah hota hai is mainbhi chart ko define...............
                • #38 Collapse

                  assalam o alaikum brother sahi kaha hai aap ne aur maine bhi abhi notice kiya hai ke yeh to inhe subjects se relate karta hai kiun ke is mein charts wagera sab kuch hain aur isliye ab mujhe trading samajhne mein bhi mushkil nahi hogi kiun ke mera maths mein bhi aur stats mein bhi dono mein he record acha raha hai well just hoping fr the best
                  • #39 Collapse

                    g han brother i am agree wid u u r right apny bilkull theak kaha hai apko forex me kaan karny k lye math sy b waqif hona chaye hai tab hi ap different strategy ko apply karain gy
                    • #40 Collapse

                      meray khyal sa ap ko pip ki calculation rakhni chye aur ap ko apni strtagy aur alaysis mein depend karna chye tb he success traidng mein possible hai aur ap traidng sa unlimited eanring lay sakty
                      • #41 Collapse

                        math aur forex ka apis mai bohat he close relation hai matlab math k bagair tu ye kuch be nahe hai es mai sari jo be calculations hoti hai wo sari math k through he hoti hai averages aur dosray indiators wagera
                        • #42 Collapse

                          Mere khyal mein kuch had tak ye forex mein math b use hoti hai kyoin k forex trading business men boht sary log math or stat sy related hoty hen q ky forex trading business men chart bhi dekhyn party hen or analysis bhi krna hoty hen is liy forex men math ko janna boht zarori hy.
                          • #43 Collapse

                            dear math or forex agar dono kisi ko aatay hain tu wo bahtar tor pay forex may kaamyab ho sakta hay kyun kay yah forex math pay hi base karta hay dono ko sath laykay chalna chahiyah.
                            • #44 Collapse

                              math and forex you are student then part time trade is a best.but if you are profession for forex tarder than long time trade is a best.if you can long trade .so as you know of trade in forex much it relate with chart
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yeah bro i agree with you aap ko math bhi ana chahiye forex k liye tab he aap mukhtlif strategy ko bhi use kar sakty hain aur aapny forex k profit loss ratio ko bhi calculate kar sakty hain all are important .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X