RSI or MACD use kernay ki trick.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI or MACD use kernay ki trick.
    RSI or MACD


    Introduction.

    Brother basically Relative Strength Index (RSI) or Moving Average Convergence Divergence (MACD) dono indicators hain inn indicators acha entry point find kernay kay liye use kiya jaata hay.

    How to use Relative Strength Index (RSI) and Moving Average Convergence Divergence (MACD)



    Brothers ager aap RSI ka acha use kerna chaahtay hain or iss kay zariye strartegy develop kerna chahtay hain to aap ko kuch baaton ka pata hona chahiye RSI main 2 levels hotay hain aik hota hay 70 or aik 30 ager rsi ki value 70 say uper chali jaaye to ham iss ko kehtay hain kay Overbought condition hay is aisi condition main sell entry banti hay ager market 30 kay level say down chali jaaye to iss ko oversold condition kehtay hain or iss condition main sell kerna chaiye
    MACD main aik reference point hota hy ager iss point say neechay macd line collide kerain to lowest point hota hay woh or buy entry letay hai issi tarah ager reference point say uper dono collide kerain to sell entry letay hain


    Examples.

    Click image for larger version

Name:	mac.png
Views:	2
Size:	200.6 کلوبائٹ
ID:	12462454Click image for larger version

Name:	rs.png
Views:	10
Size:	87.5 کلوبائٹ
ID:	12462455
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bout achy g Bhi Ap ne boht he informative aur bari tafseel k sath RSI aur MACD ke description ke a jesa k ye dono indicator by default meta trade m enable hoty hain aur Humy in se brpoor faida uthna chiey
    Me to smjta hoo apni trading screen m rush ni Karna chiey aur bs in dono indicator ka he use Karna chiey aur jis tara ap ne buy ke examples de a is se behter is Ke example ni de ja skti
    • #3 Collapse

      Good bhai ap ny bahut acha se RSI aur MADC co biyan kiya hai. Asal mein indicators ap ko itny galst signals nai dety jitny ap hum samajhty hain. Ager hun indicator ka sahi istamal seekh jain to ye kafi had tak hamein market mein entry aur excit ka bataty hai.
      • #4 Collapse

        bhai jan ap nay bht umdaa information hmaray sath banti hy - macd aur rsi aik bht ziadaa taqatwar indicator smjhy jatay hein aik treder agr chahye tou bger ksi indicator siwaye macd ya phir rsi ki madad sy treding kr sktaa hy aur hmesha aik achaa munafa merket sy niklwaa sktaa hy - bas uce bunyadi chzein rsi ya macd kay baray mein anii chahyein
        • #5 Collapse

          bhai ap ny boht achi post ki hai or oht inforamtive bhi hai ap ny indiactors ko find out kiya hai jis main hum ahr indicators ko maret k trend find out akrny k liye use kiye jaty hain jesy k mcd or rsi main bhi hum market ko he find out karty hain jis main hmain trading karny k liye use kiya jata hai es liye indiactors ko use karny k liye achy analysis ka bhi iistamal karna zarori hota hai
          • #6 Collapse

            bhai ap ny bohat achi post ki hai or main apki bat se agree krty hain es liye gahr hum es indictaors main trading karty hain tu hmain achi trah se analysis kar k trading karni chahye or rsi main aghr do level hoty hain tu osk har term ko achi trah se use karna chahyr ta k hum aghr indicators ko sue krna chahty hain tu hum is main apni statgy ko use kar k trading akr skty hain
            • #7 Collapse

              Dear forex brother apny RSI or MCAD ka use karna batya hay or os ki madad say apny trade ko plan keysy karna hy yh b samj main ata hay ap nay yh apna experience or knowledge hum sab say sher kar kay sab k knowledge main behad izafa keya hay or RSI kay use kay matal be achi andaz say batya hay
              All The Best Dear Friends
              • #8 Collapse

                Ap ny indicators ki achi information share ki hai lekin ap ny RSI ki dono condition me sell hi keh dia 30 par buy karty hai me b ye use kar raha hu par mujy to is par koi khas profit nahi ho raha jab market kafi up chli jaye to loss hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: RSI or MACD use kernay ki trick.

                  agar hum indicators say acha result lena chahty hay to humay chahiye keh en indicators ki theak say setting bhi karne kyun keh agar hum sahi say enko set ka kay use karen gay to he humari trading achi hoti hay aur market main safe earning ka rsakty hay es business main humay ziada say ziasda knowledge waseeh karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI or MACD use kernay ki trick.

                    Bilkul theek kaha hey bhai ap ney main apki baat ki taeed kerta hon. In donon indicators ko use kerty hoey sirf aik baat ka khial rekhna hey keh overbought and oversold ki condition main us trend key favour main trade nhen lagani werna loss hi loss ho ga. Overbought main sell ki lagain aor oversold main buy ki benti hey.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI or MACD use kernay ki trick.

                      forex mai hamy rsi or macd ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik international business hain forex trading students ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X