Dear forex members humin apny profit ky daily target rakhna chahyee aor jesha ky aksar hum kehty hia ky laalach nahin karni chayee likin hum ais sy bach nahi sakty ais liye main aap ko mashwara doon ga ky aap ager apna daily target la lain to phir market ko choor dain aor next day ky analysis py trade karin aor main ye aap ko ais liye keh raha hoo jab hum apna target leeny ky baad dobar usi wakt trade lagaty hai to mera ye tajrba hia ky hum profit sy ziyada loss karwa leety hai ais liye ais py ammal karien
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Daily profit targetٹیگز: کوئی نہیں
- Mentions 0
-
سا0 like
-
InstaForex -
#2 Collapse
Dear main aap se iss baat pe ittefaq nhi krun ga hamen daily basis pe bilkul bhi profit ka target nhi rakhna chahiye hamen always apne targets monthly base oe oe rne chahiye
Agar ham daily base pe targets rakhte hain to ham kamyab nhi ho pate hain iski waja ye hai k hamen poora poora week bhi trading k liye koi acha setup nhi mill pata hai isliye hamen wait krna parta hai
Aur hamen monthly base pe targets rakhna bahot hi faida mand hota hai -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
sir jub hum bina kisi planing k markete main entry karty hain to us main hum lose k siwa aur kuch ni kar paty isi liye jub hum ko ye pata chal jaye k markete ab humari favor main hai to trade lahaye ni to agly din k liye analys karain. -
#4 Collapse
hamain forex mien aa ker dialy profit ka target zehn mien rakhna ho ga ager hum target rakh ker trading kerty hien to hamain forex mien bhut zyada fiada bee ho sakta hai q k jab hum fix ker k earning kerty hien to hum greed na erty hien or greed na erny say hamain fiada hota hai. -
#5 Collapse
g han bhai jan ap ne bilkul theek kaha he hame hakeekat me daily profit ka targit ek hi rakhni chahye hamen chahye ke ham thora hi profit karen lekin nuksan ki taraf na jayen is se hamara knowledge me bhi izafa ho ga aor ham ache khase trader bhi ban jayen ge matlab ke kamyab trader ban jayen ke thanks bhai jan . -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Aslamualaikum definately aisa hi hy humain trading main apna daily ka target set krna chahiye or phir target achieve kerne k baad mazeed trading ni kerni chahiye isi tarhan hum successfull hon gay bas apna daily ka aim lainay k baad humain mazeed trades ka lalach ni kerna chahiye aisay main hum hath aya profit bhi ganwa baithtay hain -
#7 Collapse
g bhai jan ap nay bht achi bt ki hy hmein aisaa hee krnaqa chahye forex mein kamyabi kay liyee zarori hy sabar aur mustaqil mehnat ager in dono mein chz v nahi hogee tou hm kamyab nahi ho skty hmein apni opertuity ka intezar karnaa chahye jb bhi hmein milay uce trede karnaa chahye ic sy hm achaa khasa munfaa kama skty hein -
#8 Collapse
correct bat kahi ha ap na bhai waqee ma eai tarh hi hpta ha k jab hum ak achi trade ma profit lylety ha our usi waqt dosra trade lagaty ha to vo aksar bal k yaqeenan nuqsan ki taraf jata ha esi agar din profit wala ak acha trade mil jata ha to market sa quit krna behter hota ha usi din k leye -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
G ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k hum jab bhi trade karain humain cahiay k hum apna daily profit ka aik target rahain aur uso k mutabik trade karain aur jab hum apne target k mutabik tradr kar lain tou humain cahiay k hum market ko.leave kar dain aur mazid koi trade nai karain kiu k agar hum mazid ki lalach karte hain tou hum apna loss bhi kar sakte hain is liay lalaxh nai karain aur save trade karain -
#10 Collapse
Dear apki yh planning darost sabat nahi hogi es ki waja say apko loss be ho sakta hay qn kh hum ko apni trade achy analysis par karni chay or agr ap ko mehsos ho kh aj market apki favor main nahi hay to os din trade na karin qn kh os din apka loss hoga es lay eysy halat main trade karny say gorez karin or nay moky ki talash kqrin daily profit zarori nahi hotaAll The Best Dear Friends -
#11 Collapse
dear ap ne bilkul theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hun hume daily ka target rakhna chahye or osy ko hit krne ki kosish krne chahye or ziyadeh ka lalach kabhe bhe nahe krna chahye kyn ke ye ek risky business hai jitna is business main profit hai utna loss bhe hai -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Jnb is trading me agr hm apna target set kr k trade krty hn tu ye ziada faida mand hy. Is sy hmari sari koshish apny target pr rehti hy k hm apny target ko kaisy achieve kren. Ye target ab hm chahy daily ka set kren ya weekly ka. Daily target select kren aur usk lye apni efforts kren. Daily ka apka target chahye 10usd hy ya 50usd jtna ap set kren apni mrzi pr save rehty hoy trade kren. Me weekly target rkhta hn 50usd ka aur week me easily achieve kr laita hn.ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN. -
#13 Collapse
bhai ap thek kha ta ho hum ko hum ko apbna ek daily target banana chahya ka aj hum na itne post karne ha ais sa hum ko pata hoga ka hum na lalach nahi karna ha agar hum ko loss be ho ga or profit ba ais ma knowledge zaroori ha is ka liya experience zaroori ha -
#14 Collapse
-
InstaForex -
#15 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
dear ham forex ki trading main daily ka targets nai rakh saktay ham is main fail ho jayengay q k ham sab yeh jantay hain k forex main koi pata nai hay k hamain kab kahan say kitna lose ho jaye aur kab kahan say kitna profit ajaye to is hisaab say hamari andaza kabhi bhi success nai ho sakta hay so hamain in baatonki bajaye apnay knowledge pay zore daina hamaray liye earning karnay ka acha faisla hoga agay apki marzi.
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 02:50 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим