Knowledge vs experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g haan bhai jaan hamre pas knowldge hona oar experience hona zarory hai q k ye dono hamare pa nahi hongee tu ham forex kamyb nahi ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Koe bhi kam krnay say pehlay us ka knowledge hona zarori hay. jab knowledge hasil ker lia to us kay bad us kaam ki practice krni chahye aur bar bar krnay k bad us kam ka experience ho jata hay isi trah forex ka pehlay knowledge hasil kia jay phir is ki demo pe kuch arsa practice ki jay us k bad live trade ki jay to mery khayal main loss kay chances boht kam ho jay hain. q kay practice makes a man perfect.
      • #18 Collapse

        mray khyl main tu nolg aor exprnc sath sath chlty han vs ni hotay kbhi bi ku k ap ko jitna ziyda forex ka nolg hota ha ap us hisab sa is pa kam krty han aor jitna ziyda ap is par kam krty jaty ho utna ap ka exprnc ziyda ho jta ha.........
        • #19 Collapse

          kisi bhi kaam k liye thora sa experience zaroori hota hai jese tese hum kaam karty jaye gy humy experience ati jaye gi to kehny ka matlab ye hai k forex main thora sa experience lazmi hy ta k hum kaam start kar saky.
           
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #20 Collapse

            forex trading main jub hum trading ka knowledge gain karty hain tu hmain apna expiernce bhi sath sath gain kar skty hain es liye aghr hmain expiernce ko enhance akrna hai tu hmain pahly trading ka knowledge hasil karna hoga os k bad hmain apni trading karni chahye ta k hmain loss na ho or hum apni trading ko profiatble bna skaen or yah sub hmain knowledge se he milta hai
            • #21 Collapse

              Forex trading business mein kaamyaab honey k liye knewledge aur experience zaroori hy kiok knewledge se hum forex trading business ko samjh saktay han aur forex trading business ko knewledge se kartay han tu waqt k sathh hum trading ka experience hasil kartay han aur experience se hum achi trading kar saktay han is liye knewledge aur experience zaroori hy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge vs experience

                hamy daily 2 ganty demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota

                اب آن لائن

                Working...
                X