Can anyone suggest me how to recover loss in Forex trading business market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    risk ki koi itni bari baat nhi hai q k is main hota ye hai k jab bhi ap is main kam krty hain to ap ko risk lena hi parta hai jis ki waja se ap ko loss bhi ho skta hai aur profit bhi laikin koshish ye krni chye k is main profit kamaty kamaty ap kahin apna account bhi wash na krwa lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex mein aap loss apna recover kar skaty hain aur trading karnay sy phlay aap ko forex market ko analyze karna hota hai is ky baad aap ko descion lena hota hai so forex aik profitable aur legal business hai is mein aap ko effort ki need hoti hai.
      • #93 Collapse

        forex mein loss to aik aam si cheez hai mgr aap ne loss recover kerna hai to ap gold pe tradr kero jis ka ups 1210$ and lowesr average 1180 tak jata hai aur ink darmyan movement se ap earn ker sakte hyn
        • #94 Collapse

          If the strategy is designed to make money in a trending market it will lose money in the choppy phase. Your priority should be to minimize the losses in the directionless market. Many trend following strategies make their money in one or two trades of the year and break even or lose money for the rest.
          • #95 Collapse

            Fore tading mai agar hamara kbi loss ho jata ha to ha is loss ko apnay trading experience say recover kartay han . or is ma pher apna profit b banata hain . or pher is ko withdraw karwatay b hain .
            • #96 Collapse

              bhai is mein bat ye hai ke ap apne loss mein apni galti find krina jis ke bad ap ko apni galti mile gi ap us ko next tiem na krian aur mehant krain seekhain jitna ho skt hai buht mehnat hai is mein it is best business
              • #97 Collapse

                Han bhaei ye to buhat hi simple he k ap asani se apna loss recover kar sakte hin ap just sabar se entizar karin k market kab apko theek tarha se samajh aa jati he to ap entizar karin sabar se. Expereince ko use karte hue market ki theek movement ka andaza karin aur phir theek time pe trade karin jeitna ho sake apni taraf se muhtat rehte hue trading karin aur profit earn karin.
                • #98 Collapse

                  baie ager ap ko los ho raha ha to ap k pess margin freee h to ap jis mian koi tade lagei ha usi pei rm main apny hisb say opposita tree laga aden matlb ager buy ki lagi ha to ap sell laga den
                  • #99 Collapse

                    ap loss ko cover kr sakty hain apni strategy ko develop kr k. . .next time wo mistake na krain jis sy ap ko nuqsaan hua hy bus ye he cheez hy jo ap k loss ko next time minimize krti hy. . . .or jald baazi bilqul na krain atmenan sy sakoon sy trade krain is trha krny sy ap kaamyaab ho sakty hain. . .
                    • #100 Collapse

                      yes i can suggest you that if you want to recover your loss in forex then you must have good plans for that so if you want to recover 50 dollars then you must recover loss 10 or 15 dollars per day and in this way you can recover your loss easily
                      • #101 Collapse

                        bhai jaan agar ap forex market mein lss ko cover karna chahte hain to kabhi bhi panic na hon,is mein ahista ahista ap is mein trading karke kam kam profit bana len aur jb loss cover hjaye to phir apni norma l ki trading karen.
                        • #102 Collapse

                          well ji haan forex business ek asa business hia jahan ap ghar bethy kama sakty hain and ap jitna b iski knowledge hasil karty hain utnaa hi ap is maai acha kama saku gey and is ian apni life ko change kar saku gey isliye forex bsuinesss ek acha business hain ..
                          • #103 Collapse

                            Forex say loss recover kernay kay lay aik hi suggestion hy keh aap confidence kay sath trading jari rakhain aap ka loss bhi recover ho jaye ga aor aap profit bhi hasil ker lain gay . lakin loss ko recover kernay main juld bazi nahain kerni werna aap kay loss recovery to nahian ho gi han aap ka aor loss zaror ho jaye ga .
                            • #104 Collapse

                              well ji haan ye baat apki bilkul sahi hain k forex business mai hum ko bilkul b luck par depnd nahi karna chayhe kyun k fore business jo haan wo sirf knowledge k sath hi chalta hain na k luck k sath isliye is main jitna knowledge and experince hasil karogey utna hi ap is main kamyab hongey ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Profit and lose is always there in any kind of business, but in Forex trading business as fast you make money the same way can lose also its very fast moving market.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X