Patience is key of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience is key of success
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham agr patience ka sath trading krta han tu ham ko kamyabi milti hai aur profit earn krta han us lya ham ko chaya ka jab bhe trade lagain tu patience sa kam lan kiun ka market up aur down hoti rahti hai us lya ham ko chaya ka market ka down hona pai jald bazi main apni trade ko close na kran aur patience sa kam lan patience her business main success key hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji han apna bilkul sahi kaha forwx aik asa business ha jis ma agar ap patience se kam liye tu ap buhat achi profit bhi earn kr kr ta ha. Is liye forex trading ma apko araam se aur soch samaj ka faisala krna chahiye. Wase bhi jadi ka kaam shataan ka hota ha.
    • #3 Collapse

      Forex market mai paitence say ap trade mai kamyabi hasil kr sakty ho. Jo traders bhe patience say trade krtay hai tou wo market zada earning hasil kr sakty hai. market mai earning hasil krna hai tou patience aur planning bohat zaroori hai.
       
      • #4 Collapse

        Bilkul dear forex traders ap ny aik achii bat kahi hai patients is key off success bilkul sabar karny wali ko bhout milta sabar sy ap bhout c money earn kar sakty hai jald bazi mai ap bhout bara loss kar baithaty hai
        • #5 Collapse

          Yes janab trading main patience bohat important hai hum jab bhi trade kar rahe ho to is baat ka zaroor diyan rakhen ke phir hum logo ko profit ho ya loss hum kisi bhi situation main ziada over react na karen kabhi kabhi over reaction hum logo ko mehnga saabit hojata hai to hum logo ko chaye hum keep calm mind se focus full behavior se trade ko karen and haan agar market movement occur hoti hai during trade to thora sabar se kaam len and dekhen trade kis side movement kar rahi hai and us hisaab se hi aap decision lena jaldbaazi main liya gaya decision kabhi bhi sahi nahi hota.
          • #6 Collapse

            koi shaq wali baat hi nahi k agar ap sabar kary gy isi chez ko paany k liye aur apni mehnat ko barqraar rakhy to apko success mily gi isi tarha agar ap forex main bhi sabar kary gy aur apni mehnat k jaari rakhy gy to ap kamyab ho jaye gy.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              hamesha hmaain sbar se kaam lainay chahiyai isse he humm agai brrh sktai aur hmain profit hogga aur agr hum aisa nhe kraian gyy nuqsan hogga agr hum dskehtai k hum nhe trade lgai aur loss ho rha hai tension ke koi baat ni market up down hotee rhte hai hmaisha sahe wat dekh kr trade closee krne chahiyai
              • #8 Collapse

                jee belkul sir hamain patience ka muzahr kerna bhut zarori hai jab hum forex mien aa kr sbar kerty hien or aram say dakh ker trade kerty hien to haain es mien aa ker success mil sakti hai or earning bee ker sakty hien.
                • #9 Collapse

                  st

                  • #10 Collapse

                    Ager main ye kaho k forex ka dosra nam patience hay to ye ghalat na ho ga. Trade wing krnay k liye patience aik essential element hay. ager kisi trader main patience hay to wo aik behtreen trader ban sakta hay.
                     
                    • #11 Collapse

                      Yes dear bhai ap ki bat thek hai forex eik sab se acha business hai dear bhai hume is main zada se zada practice krni chaiye analysis ur chart ko hume daily fallow kr k kam krna cgaiye chart py hume curcurrency ur pair main daily kam krn chaiye hume pentience krni chaiye
                      • #12 Collapse

                        G bilkul sahi kaha ap ne patience is a key of success agar ap may patience nahi hay tu ap bilkul b trade na open karain q k akasr jald bazi may ap ghalat trade open kar lety ho jis ki waja se ap apni equity ko loss kar sakty ho. Is liye patience se agar ap trade laga lety ho tu market may ap ziyada dair tak survive kar sakty hain.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Apny suna he hoga jaldi kam shatan ka es lay

                          Apki bat bulkul thk hay jab hum apni trade ko open karny main sabar say kam lety haih to achi trade karny main kamyab ho jaty hain or hum ko chay os trade ko achi tarha chalny dain or sabar say kam lain osko close karni ki jaldi na karin or maximum time day kar zeyada profit hasal karny ki koshsh karin
                          Ss k elawa jaldi main ki gai traders aksar apko loss day jati hain es lay jaldbazi say bachin or sabar say kam lain
                          All The Best Dear Friends
                          • #14 Collapse

                            Forex ak onlkine earning business hai. Es business mai earning krnay kay lye ap ko market ka rules ko follow krna hai. Ap ko forex market mai patience say trade krna hai. Jo bhe patience say trade krta hai tou wo es market mai successful hota hai. Es ki earning bhe zada hoti hai. Forex mai patience zaroori hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              foreigne exchange ka sultaan wohi hay jis kay ander patience hay. patience k bina na to thek say trading ho sakti hay aur na hi kisi trade say acha profit hasil kia ja sakta hay. Dekha ye gia hay kay jo trader patience ka dam nhi chortay wo kamyab nazar atay hain. patience ki waja say un traders ko aik acha reward milta hay.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X