Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?
    Dear pakistan mein iss waqt maximum log insta forex sae apna withdraw skrill pae lae rahay hain lakin skrill mein aaj kal verification problems chal rahay hain jis ki wajah sae withdraw mein problems aa rahi hain tou kya hum pakistan mein payco pae with draw lae saktay hain aur agar lae saktay hain tou kindly iss ka procedure bata dain sub ka faida ho jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mein nay payco ko kabhi use tou nahin kya hai lakin hum khud skrill ki wajah sae bari tensin mein hai aur chahtay hain kay kisi new money bromer kay zarhea sae insta sae withdraw hasil karain ta kay humara yeh masla hal ho jaye mein khud bhi payco kay baray mein maaloomaat hasil ker raha hoon
    • #3 Collapse

      dear agir aap payco man withdraw krty hain to phir bhi aap ko payco sy skrill man transfer krna hota hai or koi options nahi hai payco sy withdraw krny ka but payco k to exchanger bhi nahi aap dollars sale bhi nahi kr skty agir Aap k pass skrill verify nahi to aap nettler use krin payco ka koi faida nahi
      • #4 Collapse

        Payco mai es waqat bohat say issue hai. Payco mai jab hum Payco say skrill mai transfer ki request krtay hai tou bohat say friends ki request approved nahi hoti. Es waja say issue ay raha hai. Es kay sath koi aur payco ko transfer nahi krta. Jis ki waja say payco kay dollars transfer krnay mai muskil hoti hai.
        • #5 Collapse

          Assalam alaikum dear ap ke bat blkul thk hai ka skrill ka verification kafi mushkil ho rahe hai us lya agr ham payco sa money withdraw krta han tu ham us ko aga phr skrill main he kr sakta han ya phr us ko sale aur pakistan main payco sale krna bahut mushkil hai payco koi lata he nea skrill best hai kosish kran ka skrill verify ho jaye
          • #6 Collapse

            Dear members other Pakistan insta Forex Finance Pico car link maujood hai to aap ispar withdrawal Le sakte ho lekin Agar insta isko facilitate nahi kar raha to aap ko is baby draw Lena impossible hai mera to Yehi kehna hai ki aap ko skrill account payee withdrawal Lena chahiye skrill account Pakistan mein maximum logo ke paas hai aur usse aapke Dollar exchange be jaldi ho sakte hain Koi Kisi Kishan ki problem nahi hoti hai aapko
            • #7 Collapse

              g haan bhai jaan ham pakisat payco pea wethdra laga sakte hain jise dosare mamalik main hota hai wesa hi yahan ho ta hain as main bhi ham withdraw laga sate hain
              • #8 Collapse

                g han bhai pakisatn main withdarw ki facility main pyco bhi add ho gai hai or boht se tradors pay co se apna profot ka withdraw lety hain es liye aghr ap payco main intrested hain tu ap bhi ly skty hain laken main skrill se withdarw leta hun jis main mera withdarw bagair kisi pareshani k mujhy mil jata hai es liye ab payco se bhi tradors withdraw lety hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

                  mery khyal main ye to humari marzi hoti hay keh hum kis main withdraw lena chahty hay to lay sakty hay wesy sab say ziada aj kal skrill use ho raha hay esko use karty huway hum forex market main profit earn kar kay withdraw kar sakty hay aur esko bohat say users buy bhi karty hay aur hum unko sale kar sakty hay asani kay sath
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

                    Bhai gee payco main bhi iss waqat bahoot say masly aa rahy hain jab skrill main transfer ki request kerty hain to her aik ki request approved nai hoti iss waja say payco main masly aa rahy hain oor dollars ka transfer kerna mushkil ho jata hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

                      insat forex ka livk pakistan ky stander bank sy hain hum forex mai kam karty hain to hamy bonus milta hain or hum payco ke madad sy is bank sy with draw karwa sakty hain or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hum live trading bekar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

                        Jee han boht se friends bhi kehty hein k skrill account mein withdraw boht late milta hai pata nahi is mein kia problem hai aur jahan tak payco ki baat hai mujhy is k bary mein knowledge nahi hai agr yeh insta forex k sath attach ho gaya hai aur withdraw bhi jaldi deta hai tu yeh traders k liye boht achi baat hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

                          g han hum payco ke madad sy with draw ly sakty hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

                            forex mai hum kam karty hain hamy bonus milta hain hum pakistan mai payco ke madad sy with draw ly sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain forex mai hum trading be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya pakistan mein payco pae withdraw lae saktay hain?

                              dosto forex market main trading karnay k baad jo munafa hota hai os ko withdraw karnay k tamam rastay insta ki web py given hain,es liye ham apni marzi or sahulat ka koi bhe rasta chose kar saktay hain,sab say behtreen rasta skrill hai,ham skrill py paise manga k apnay bank main ba asani manga saktay hain,agr ap ko pata lagwana hai k ap jis payment method ka keh rahy wo ap list main bhe check kar saktay hain,agr ap ka method list main hai tu phr ap withdraw kar saktay hain.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X