Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain
    Dear members ap na market mai dahka ho ga ka market support or resistnace change krti hai jo support hoti hai os s kuch pips pahla ya bad mai market support bana kr up chali jati hai is tahra resistance bi kuch pips opr ya necha s wapas support ko taraf chala jata hai mai na kahna ka maqsad ya hai ka jab ap trade karain tu ap na agr support s buy kia hai tu jahan market ka resistance banta hai wahan s tohra pips necha tp lagain agr ap na same point pr laga di jahan pr market pechla resistance bana kr gai tu may bi hit na ho kiun ka market same resistance pr nahi jata kuch pips necha ya opr hoti hai is lia tp tohra necha lagain tu lazmi hit ho gi ap kia kahta hain is bara mai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ap na acchi information shair ki hai support or resistance pr jab ap trade lagata hain tu hamesha asa hi hota hai ka hum apni tp same point pr lagata hain tu aksar tp hit nahi hoti kiun ka market support or resistance s tohra s pahla market dobara support or resistance bana kr market wapas chali jati hai is lia dear is lia ap na theak kaha hai ka tp tohra pahla laga dain tu hit ho jaya gi
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai aap nay theek kaha hai forex market mein jab movement hoti hai tou uss movement ki wajah sae support aur resistance ki values bhi change hoti rehti hain kahin pae yeh values strong ho jati hain tou wahan per market bahut slow ho jati hai aur kajin pae weak ho tou market mein bahut tezz movement dekhnay mein ati hai
      • #4 Collapse

        Support aur resistance ak jisi nahi rehti. Support aur resistance chance hoti rehati hai. Es lye ap jab bhe support aur resistance ko apply kray tou es kay sath ap market mai trend line ko bhe draw kray. Jis say ap market mai trend ko follow kr kay trade open kray.
        • #5 Collapse

          Dear Malik Saab aap nay buhut ache information forex trading Kay related share ke hay jis say buhut rehnumaai hasil hogi new traders ko lekin experience waqt k saath saath market may inn rehnay say buhut kuch seeknay ko miltha hay
          • #6 Collapse

            Dear brother aap ki baat theek hai jab market move ker rahi hoti hai tou price mein change tou aati rehti hai yeh tou ho nahin sakta kay market aik hi price per move karti rahay aur jab market move karay gi tou price change ho gi jis ki wajah sae support aur resistance bhi change ho gi
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
              Dear members ap na market mai dahka ho ga ka market support or resistnace change krti hai jo support hoti hai os s kuch pips pahla ya bad mai market support bana kr up chali jati hai is tahra resistance bi kuch pips opr ya necha s wapas support ko taraf chala jata hai mai na kahna ka maqsad ya hai ka jab ap trade karain tu ap na agr support s buy kia hai tu jahan market ka resistance banta hai wahan s tohra pips necha tp lagain agr ap na same point pr laga di jahan pr market pechla resistance bana kr gai tu may bi hit na ho kiun ka market same resistance pr nahi jata kuch pips necha ya opr hoti hai is lia tp tohra necha lagain tu lazmi hit ho gi ap kia kahta hain is bara mai

              st

              • #8 Collapse

                g han forex trading main support or resistnce ki moving hoti rahti hai or ayh kbhi bhi hmain same nahi milty hain yah change hoty rahty hain es liye hmain apni trading main jis bhi level main trading akrty hain chahye wo support area o yah pher resistnce hmain apni trading main stop loss or take profit ko lazmi use krna chahye ta k hmain loss na ho apni tading main
                • #9 Collapse

                  Re: Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain

                  jee han support aur resistance time to time change hoti rehti hay aur humay chahiye keh en kay bary main khud ko up to date rakhy es trha he hum apni trading ziada achi aur behtar kar sakty hay agar humay en support aur resistance kay bary main maloom ho ga to acha profit bna sakty hay market main aur risk kam hota hay es trha
                  • #10 Collapse

                    Re: Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain

                    forex mai hamy market ky rules ko follow kar ky support resistance ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hamy investment karty howe market ky up down ko dahkna chahey pher he hum kamyab hon gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain

                      hamy supprot or resistance ko may nazer rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy hum is mai part time be kam kar saktyhh ain hum is mai full time be kam kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain

                        forex aik international business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain lakin profit hasial karny ky liye hamy support or resistance ko dahkna chahey pher he hum market mai run kar saky gy acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain

                          Dear brother
                          Forex trading k hawaly say best swal hay ap ki baat drust hay k hemsha apny tp ko resistance say khuch pips paly laga dain asi tara support main be
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Support and resistance hamesha ak jasa nahi rahta change hota rahta hain

                            yes dear app nay thek bat ki hai support aur resistance change hoty magr ziada ager ap big time frame main kam karain tu yeh level ziada dair tak aik he jaga main rehty hain aur same rehny ki waja say iss ki ziada accuracy bhi big time frame pay hoti hai ager ap nay kam karna hai tu ap big time fram h4 ya iss d1 main kam karain iss main strong support aur resistance banty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X