Forex trading can be a little frustrating for beginners

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Yes you are say the right that the Forex learning little difficult. But we are confidential ue learning and wee are learn it and good work.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex trading aik risky business hai. is liye is mai kafi beginners aisy hoty hian jin ko starting mai thori c frustration hoti hai aur unko theek trha sy trading ka pta nahi chalta. but aahista aahista jab wo trading ka proper knowledge gain karty hain to phir unko frustration khatam ho jati hai aur wo demo account py trading ka experience hasil kar k phir real account py trading kar k real money earn karna shuru kar daity hain aur phir yu unki frustration b kahatam ho jati hai.
      • #63 Collapse

        Yes brothers hmari thinking b is main loss ki waja bnti hen q h hum jab negitive sochty hen k ab kya ho gai isi kashmakash maain apna sara kam khrab kr bethty hen jis sy humy loss ho jata he.
        • #64 Collapse

          i use a hedging kind of strategy to trade news like i open two orders at almost same parice one buy and one sell i put sl value but doana enter tp and when the price moves in any direction one order is closed by hitting sl and other goes in profit. and the net outcome is always profit.
          • #65 Collapse

            forex ka business koi frustrating nahi hai ham agar is business se bore hon ya ham ko is me kaam karna bura lagta hai to is business ko phir join karna he nahi chahiye yeh aik best business hai is me mehnat ke sath kaam karne wala he kamyab ho kar earnings kar sakta hai .
            • #66 Collapse

              g han forex business ko jo log new join karty hey un k ley forex learn karna frustrating lagta hay or hard b lagta hay magar time guzarny k sath sath wahi traders expert b ban jaty hey
              • #67 Collapse

                g bilkul sahe start mai har kam thora difficult zarur lagta hai or beginners is difficulties ki wja se thora frustrate hojata hai lekin isko study karte karte jb wo isko smjhne lagta hai to trading uske key easx ho jati hai isley apni learning ko best bnae or apne kam ko easy bnae.
                • #68 Collapse

                  G ye tu bat hy k jub is ko new traders use kerna lagty hy tub unko is busniss mai thora sai frustration hona shoro ho jata hy lakin jub wo is mai knowledge ko hasil ker laity hy tu wo be khatam ho jata hy
                  • #69 Collapse

                    is main humain agr starting main loss hota hay to humain is main koi fikar nai karna ho ga kun kay humain learning ziada hasil karny ki zrort hoti hay tab humain loss km ho sakta hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #70 Collapse

                      g han forex trading ke is business se ham frustrate bhi hojaate hian is mien apko chahiye ke ap is business mien bharpoor mehnat akrena ur iski sahi se practice karen.
                      • #71 Collapse

                        Starting main to frustration hoti hy aur beginners is business ko ziada nahi samjhtey, isi leye woh ziada frustrated ho jatey hain aur loss ka khof feel krtey hain. Beginners ki guidance key leye demo account ka platform rakha gia hy, takeh woh is main practice kr ke apna confidence bhi bahal kar sakain aur loss ka khof bhi kafi had tak ko ho jata hy.
                        • #72 Collapse

                          Beginners ko yeh business kafi confusing lagta hy aur woh market key trend ko judge nahi kar patey, yehi waja hy keh woh frustrating ka shikar ho jatey hain. Hamain beginners ki himmat ko increase krna chaheye aur un key morale ko buland rakhna chaheye. Aap beginners ko is business key benefits key barey main batayen gey to woh high morale key sath kam karain gey aur koshish kr key is ko seekhain gey.
                          • #73 Collapse

                            is main hum kam kar k boht hi acha earn kar skay gay aur apna future bana saky gay aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main run kar skay gay aur profit hasil ho gay
                            • #74 Collapse

                              Re: Forex trading can be a little frustrating for beginners

                              forex main ahca trader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum real main bi suss ho skaty hain, so hamain market main is k up aur down ko dekhna ho ga, market main is k up aru down ko dekh k hi hum real main bi trade kar k hi hum real main bi suss hon gay it is best job for all.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Forex trading can be a little frustrating for beginners

                                is forex main planing kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run kar ksaty hain, so hamain beginers market main buy aur sell karty haim. so hamain market main planing kar k hi hum cahi trade kar k h hum run kar k hi hum success ho sakty hain, so hamain marekt main ifnormationhasil kar k hi hum run karein gay,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X