forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?
    members main ap say yeh sawal karta hoon k jub ham forex ko jin kartay hain to hamaray liue sab say mushkil wakt kab satart hota hay apni invest k lose k baad profit ko lose main change hotay daikhtay wakt ya aur kisi wakt?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Joining k baad dear mushkil waqt tab start hota hai jab ham chart ko dekhte hain aur hamen bilkul hi ye chart ajeeb sa lagta hai
    Main ne jab trading join ki thi main soch bhi nhi sakta tha k main bhi kabhi iss chart ko smajh paun ga gakin Alhamdo Lillah muj men itni abbilities hain k main bhi iss chart ko smajh leta hoon
    Hamare liye biggening men tuf time hota hai k ham knowledge hasil krwn aur practic se iss chart ko smajh paen lekin passing of time ham kafi had tak apne experience ko better kr lete hain
    • #3 Collapse

      Sab a pahla mushkal tu tab hoti hai jab huma loos hota hai or loos hona ka bad perashan ho jata hain or facilitate ho kr gahlat trade open krta hain or loos pr loos krta hain or jab loos bara ho jata hain or hum is ko recover nahi kr pata yahi tu sb s mushkal okat hota hain in s bachna ka lia mean ka ap chata hain ka ap ko mushkal na ho tu ap earning Karain ta ka ap ko kabi bi forex mai mushkal wakt ka samna na krna pahra
      • #4 Collapse

        Pahly bat to yah hai dear k jab ham forex ko start karty hai to hamain yah pta hona chahain k hamain is main loss b ho sakta hia to ham is bat ko samjhty huy kabi zyda risk na lain yani start main to ham ko loss k chance zyda hoty hai is lai ham slow trading krain or trading ko understand krain to ham is situtation se bach skaty hai is lai her wo banda jo forex ki nature ko understand kar k forex main enter hota hai wo forex k loss se bach jata hai. warna forex main loss hony k bad baz bandy forex ko chore jaty hai
        • #5 Collapse

          Forex business ko join karny key bad jo sab se difficult marhala hota hay wo hay market ki analyzing ka aur trading me terminal key tools ko use karny ka, tools ko demo account me learn kia ja sakta hay ye etna difficult nahi magar market ki analyzing ki learning me newbies ko bahot zeyda time dena ho ga.
          • #6 Collapse

            Dear friends, forex ko join karnay k bad jab tak ap ki learning nai ho jati ap ka har wakt mushkel hota hay.....q kah ap profit earn nai kar patay aur jo bhi trade open kartay hain woh loss main jati hay jis ki waja say un k leay yah sab bardasht karna bahut mushkel ho jata hay.
            • #7 Collapse

              jab loss hota hay wo trader kay liye specially new trader kay liye bear nai hota hoga lakin esko mushkil nahi samjhna chiaye loss
              tou business ka hissa hay agar aap achi learning aur best skills kay bagair trading kro gay aap ko mushkil paish ay gi
              lack of knowledge aur experience ki wajah se profit karna mushkil hojata hay...
              • #8 Collapse

                Dear jab hum trading start karty hain to hamen bahut si muskhilat hoti hain knowledge kam hony ki waja sy hamen chart ki koe samjh nai hoti ahista ahista ham mukhilat kam hoti jati hay start mein jab loss ho jay to mushkilat zyada ho jati hain q k start mein hamen itna experience nai hota k hum apny loss ko recover kar saken...agar hum proper knowledge aor experience hasil kar len tab hum achi trading kar sakty hain aor hamen kam mushkilat ka samna karna pary ga
                • #9 Collapse

                  Forex ki joining k bad trader i muahkilat tab shoro hoti hy jab lerning ho rhi hiti hy us taime muahkil hota hy thora sa is ko smjhna kio k is my hammko hhot sy msly bnty hy our sy is my nushkilat ati hbis kam my ham ko our b bhot msly hoty hy k agr ham is kam my dil lga k kam nai krty yy to loss hona shoro ho jata hy lerning is msy stop nai krni chiya kio k is my lerni g stop ho to bholna shoro ho jaty hy us waja sy phr loss our account wash
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?

                    hum jab kam karty hain to is main hard work kar kay achy say ana ho ga kun kay is main kafi practice say kam karna hoga kun kay agr is main ziada invest karty hain to humain loss ka b dar hota hay tab hum muskil main par sakty hain so humain forum ka use kar kay kam karna ho ga ta kay stay karna kafi asan ho sakay
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?

                      forex mai hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain trading karty howe hamy lalch or emotions ko qabo mai rahkna chahey pher he hum loss sy bach saky gy
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?

                        Sir mery khyal mien tradees jab as mien aa ker join ker lety hien tu un ko as mien aik he mushkil hota hai k as mien start mien aa ker un ko zyada mehnat kerna hota hai or as mien posting kerni hoti hai jab hum as mien aa ker yeh ker lety hien tu hamain as mien kio bee masla na ho sakta hai or hum earning per earning ker sakty hien.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?

                          jaaaab hum trading start karte hain bina learn kiye entry point ka b pata nhe hota hain tu taaab bhot he mushkil hoti hain hum logo ko forex main muskilat taaab aati hain jaaaab without stop losss k hum trade laga lete hain and pher vo b big lot ki or asy chakar main hote hain k ye trade profit main jygi par asy nhe hota hain pehr apni trade say niklna b muskil ho jata hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?

                            g haan bhai jaan as main forex trader ki mushkalat as main posting karne ke bad hi as main mushkilat sharon hote hain as liy ham ko chahiy hai kee ham as main kam akrne gabren ne tu ham as forex trading main kmayab hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ki joinig k baad traders k liye mushkilaat kab satart hoti hain ?

                              forex ko join karna hain to hamy ache learning or ache planing karne chahey hamy kam mai agar koi muskil ho rahe hain to hamy apny moderater sy help lene chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is ma hamara koi boss nahi hain hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X