loss is a part of bussiness dont be upset.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Junaidrao پيغام ديکھيے
    dear all friends kbhi bhi trade p loss hone ki wja se upset nhi hon bal k loss k bad khud ki mistake kl avaluate krn or try krn k next time ap wo galti na krn ta k ap profit le saken.q k ap sochan k jb hm zamen p girte hain tbhi khra hona sekhte hain aisi hi loss hai jb loss hota haai tbhi hm profit le sakte hain. be positive thank
    Bhai ap ne theak kaha hai k loss forex ka ak hissa hai so apko mayoos nai hona chahye ager loss ho bhij aye toh ap ko chahye k ap sabr se kaam len or apni mistakes ko repeat na karen or mistake ko avoid kren or sekhen is se ziada se ziada .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Junaidrao پيغام ديکھيے
      dear all friends kbhi bhi trade p loss hone ki wja se upset nhi hon bal k loss k bad khud ki mistake kl avaluate krn or try krn k next time ap wo galti na krn ta k ap profit le saken.q k ap sochan k jb hm zamen p girte hain tbhi khra hona sekhte hain aisi hi loss hai jb loss hota haai tbhi hm profit le sakte hain. be positive thank
      lost Forex trading ka ek important baat hai agar traders go trading card lost Ho Jaye to encode Izzat nahi hona chahiye aur Hamesha Apne mistakes Se Pyar Na karna chahiye Kyunki Jab Apne mistakes Salem Karenge to Chitral Rizwan Sakenge
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        g janab bilkul aisa hi hai humay kabhi bhi loss say ghabrana nahin chahiya because loss is the part of any business tu agar humay loss na ho is market main tu duniya ka har insaan forex trading hi karega aur koi job nahin karay ga tu humay upset nahin hona chahiyay balkay jo loss howa hai us ko analysis karna chahiyay kai loss kaisay howa aur dobara na karnay ka promise khud say karna ho ga.
        • #19 Collapse

          Bhai loss or prifet to har business ma hota ha asi trha forex bhi ak busniess ha or as. Ma bhi loss ky bht chance hoty ha forex treading bhi forex ka haisa ha ag ass ma loss ho jae to upset nhe huna chyie
           
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Junaidrao پيغام ديکھيے
            dear all friends kbhi bhi trade p loss hone ki wja se upset nhi hon bal k loss k bad khud ki mistake kl avaluate krn or try krn k next time ap wo galti na krn ta k ap profit le saken.q k ap sochan k jb hm zamen p girte hain tbhi khra hona sekhte hain aisi hi loss hai jb loss hota haai tbhi hm profit le sakte hain. be positive thank
            Asalam u Alaikum bhai. Bilkul janab nuqsan b karobar ka hisa hota h.insan ko hamesha ye zehn mai rkhna chahiye k jaha hmy faida ho skta h waha nuqsan b ho skta h or agr hm sirf ye sochien gy k hmy faida e jona h to phr hm kbi b kamyab business man ni bn skty isliye kisi ko upset hony ki zrurt ni h.. Keep calm and work hard
            • #21 Collapse

              gbhai ap nay sahi kaha loss bhi business ka part hai jaisay profit hai tu humay kabhi bhi loss honay kai bad ghabrana nahin chahiyay aur hamesha us loss say khuch seekhnay ki koshish karni chahiyay takay future main waisi galti dobara na duhrai ja sakay. mairay khiyal say loss humay profit kamanay say zaida learning daita hai is market main.
              • #22 Collapse

                [Yaqeenan nakami hi kamyabi ka zaria hoti he isi tarhn humain trading main loss hone se nahi ghabrana chahe balkah apni galti se sekhna chahe ta kah aage galti na karin oar humain loss na ho
                • #23 Collapse

                  Ji haan bhai haan Forex ke business mein hum log profit ke chakkar mein loss ke option ko bhul hi jaate Hain lekin haqeeqat mein Forex pe kaam karte huye loss bi is ka ek hissa hai. Forex mein Hame jab Kabhi loss ho jata hai to hum bahut upset ho jate Hain aur kaam karna km kar dete Hain ya tu chor dete Hain lekin Hume Apne is loss se bi sikhna chahiye aur future mein Woh mistakes nahi karni chahiye aur future mein hone wale los se bachna sikhna chahiye Apne present loss se.
                  • #24 Collapse

                    trader ku ager loss na hu tu wu forex say kis tarhan learning kery ga. or without learning trader ku profit earn kerna possible nae ha. ic liye loss say kisi ku nae durna chahye just small lot use keryn.
                    • #25 Collapse

                      dost lose say hummat to who haray jis ko forex business per yaqeen nai ho mujha to is forum per itna yaqeen hay k mujha pata hay k mara account wash b ho jaya to forex mujha choray ga nai ys mujha post per phir bonus day day ga or main phir trading kay liya tayaar ho jaho ga
                      • #26 Collapse

                        G ha jo loss hota hy ya hesa hota busness ka is sy ham mo ghabrana nai chiya ham ko is sy full countrol my rakhna cgiya iur ham ko is sy kbhi bhi ghabrana nai chiya ya bhot zeada hamy chiya k ham is ko countrol my rakhy our bhot zeada hma lalach na kry to ham sahi trade krty hy phr
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #27 Collapse

                          yes forex main humhan loss hota hain par hum daar jate hain and pher koi trade b nhe lete hain is liye acha hain k hum forex main kam lot k sath entry kare and sab ko pata hain k agar small lot use kare gy tu us say ye hoga k agar stop loss b hit ho jata hain tu big loss nhe hota small loss hota hain jo k hum bad main recover b kar skte hain
                          • #28 Collapse

                            g bilkul loss to har business ka part ha.jhn pa profit hota ha whn zroor loss bhi hota ha so hum bht zyada series ni lana chaiya is ko best ha ka pahla achi trah sa learn krin then invest krin.
                            • #29 Collapse

                              Yes loss and profit fono hi busniss k parts hein kbhi to humy hmri soch se zaida ptofit ho jsta hai jo hmry lia baais e khushi ban jata hai aor kbhi nuqsan ka mu dekhna prhta hai esy mn humy preshan nHii hona chaiye ba ey usko bht zaida apnu mind men sawar kr lein kay ky ap fir kuinaor kaam kr hi naa skein es lia ap apnu mind ko eskly guply ready krdin tbhi kui busniss karein aor ek kamyab treaders ban jaein.
                              Mehnat Me Azmat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Nafa aur nuqsan to karobar main hoty he rehty hain. Agar boht ziada nafa ho jay to hamen nachna koodna ni chahye aur agar khuda nikhasta nuqsan ho jay to hamen preshan ni hona chahye aur mayoos ni hona chahye. Dobara koshish karni chahye. Ta kay ham kamyab ho saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X