Market ki volatility kam ya ziyada mein sy konsi faida deti hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki volatility kam ya ziyada mein sy konsi faida deti hy
    Forex market 24 hrs mein apna behaviour change krti rehti hy jis mein kabhi kafi slow hoti hy kabhi fast hoti hy jisy volatile market bhi kaha jata hy ap sy ye suggestion leni thi k in mein sy trading k liey ziyada profitable konsi hoti hy low volatile ya high
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    market ka behavior change hota rehta hay kyun kay ye depend karta hay traders kay volume pe trading pe buyer sellers traders
    kay pressure pe movement hoti hay eskay elawa ye hota hay jo volatile news hain agar zyada volatile ho trading risky hoti hay loss
    kay chances hotay hain wo news jo normal effect karti ho uspe agar aap trading kartay ho kam loss kay chances hotay hain..

    اب آن لائن

    Working...
    X