Trading mein indicators ka istemaal faida mand hota hy ya nuqsan deh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein indicators ka istemaal faida mand hota hy ya nuqsan deh
    Respectable members of this forum plz apni raye dein k trading mein indicators faida detey hain ya nuqsaan aur woh kitny percent sahi prediction detey hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ya fifty fifty hain kuch indicator fida data hain kiun ka har pair ka lia aleda aleda indicator hai gold mai ap jo indicator use krta hain wo muja kafi fida da raha hai laken lazmi ya nahi hai ka gold pr jo indicator kam kr raha hai wo kisi or pr bi wasa result da jo gold pr da raha hai is lia indicator ka pecha soch samaj kr chalain or use karian laken demo r ak dafa practice kr lain
    • #3 Collapse

      Dear indicator pe depended trading nahi karni chahiye indicator market k peche chalte hain market kabi kisi indicator pr nahi to hamen apni mehnat karni chahiye trend ko anylis karna chahiye aur apni skills ko itna improve karna chahiye k trade karne k lye hamen kabi b kisi indicator ki zarort na pare balke khud se plan karen sab
      • #4 Collapse

        Indicator say help tu kafi hoti hai par ye 50 % profit aur 50% loss k darmiyan ghomta hai agar ap indicator use kana chaty hu tu apko chahiya phly Demo par all indicator check karlo taky real account par loss na ho
        • #5 Collapse

          bhai jaan indicators 50 50 faida dety hain lekin agar ap is main apniu mehnat karain aur kisi bhi chez par depend na karain khud ko aur apny analys karain achy sy phir ap ko yyaha par jald hi kamyabi mil jaye gi.
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Dear indicators sy hamen faida ho sakta hay laikin us sorat mein indicators hamari help karty hain agar hum apny analysis bhe sath karen to sirf indicators py depend karny sy loss bhe ho sakta hay indicators k sath hamen khud sy bhe analysis karny chahiyen tab hi hamen ko trade open karni chahiye indicators sy kafi help milti hay agar analysis bhe kiye jaen to
            • #7 Collapse

              Forex trading market mein market analysis bahut important hai isliye aapko chahiye ke trading mein knowledge or experience istemal karte hue Aage badhte jao indicators ka uses bahut zaroori hai market Mein different type ke indicators and oscillators use Karke aap market ki prediction about movement Hasil kar sakte ho isliye main aapko Ye Mashwara Doonga indicators ko istemal karna seekho demo account pay indicators use karne ki practice karo
              • #8 Collapse

                Pak forum me indicators ka bhot ahm role hai is sy bhot fada hota hai is k elawa agr ham market ko analysis karty han to us ka bhi bhot faida hai lehaza indicator sy hamen positve result malta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein indicators ka istemaal faida mand hota hy ya nuqsan deh

                  forex may indaract ka tared may noksan hota hay forex may market kay roule ko follow kar kay up down ko dakh kar investment kar saktay hay forex may hum din ya raat may kisi bhe waket kam kar saktay hain oris ko full time kay lay life time career bhe bana sakty hain forex ak world wide business hain is key Pakistan may bhe boath baray bhary sakhay phaly han jass say aj key generation boath fida hasial kar rahy hain or is say acha knowledge or earning hasil karty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X