First Habits of successful trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    First Habits of successful trader
    Dear friends
    Mein aj ap se successful trader ki pehli habit discuss kerna chahta hon.
    Patiance, ability to wait.
    Successful trader saber ka muzahera kerta hai. Aour market ky trend ka wait kerta hai. Jab trade ka moka hota hai trade lagata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul aap ne baja farmaya hai jo bbhi successful tader hai wo always sabar se trading krte hain tabhi wo kamyab ho jate hain ham analysis sahi krne k bawajood bhi tigh trading isliye nhi kr sakte hain hamen sabr nhi hota hai aur ham always jldbjald se kaam lete hain isliye hamen kabhi bhi jaldbazi se nhi balke sabar se trading krni chahiye
    • #3 Collapse

      biklul sai kha bhai apne jald bazi main lagai gai trade loss dy jati hai but acha trader wait krta hai or analysis krta hai k konsa time best hoga trade lagane k liye q k usay khud p bharosa hota hai tbi profit leta hai or ye sb experience se ata hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Bilkul aap ke baath say mukamal ithifaq hay Mera forex trading may sirf wahi members kamyaab trader ban sakhtay hay Jo time Kay hisaab say trade laghathay hay our os ko trading platform ka mukamal experience ho per wo kabhi loss may nahe jathay

        اب آن لائن

        Working...
        X