Hedging kaisay hoti hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kaisay hoti hai
    Hedging mein hum aik hi currency pair meinbuy aur sell dono laga detay hain aap ko aik trade mein profit ho ga aur aik mein loss jis mein profit ho raha ho uss ko observe karain kay kahan tak ja sakta hai uss kay baad profit mein close karain aur jo trade loss mein ja rahi thi ussay wapas anay kay lye time dain aur jab profit mein aye tou ussay bhi close ker dain iss method mein ya tou aapmkomdonomtrades mein profit ho ga ya aik mein profit aur doosray mein loss aur aap overall loss nahin karo gay iss kay lye aap ka account balance zayada hona chahyea tab aap ki planning kamyab ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aap ne bahot achi information di hai aapki baat darust hai maon aap se fully agreed hon
    Jab ham aik pair pe sell aur buy dono ki trade open kr lete hain to usse ham hedging hi kehte hain
    Lekin jahan tak mera khayal hai to hamen hedging bilkul bhi nhi krni chahiye q k ye ko acha kaam nhi hai aur ham iss se kabhi bhi faida nhi utha sakte hain
    Ye ham ziada tar uss waqt krte hain jab hamari koi trade loss men ja rhi hoti hai
    • #3 Collapse

      dear traders hedging forex trading main bhot hi zaberdast thing hy iss main aik hi waqt main ap sell bhe kerty hain aur buy bhe kerty hain ap ager buy trade profit main ja rhe hy tu sell loss main ja rhe ho gi pher jub ap ko mhasos ho khe aub market selling main ja sakti hy tu buy trade close ker dain aur selling wali ko profit main any dain.
      • #4 Collapse

        Dear brother apko pata hai k Hedging Loss ki hi aik Type hai or isy Break krna koi easy kam nai hai bl k aik Skill hai. Agr ap ne aik trade profit me close kr di or 2nd k loss ko km hony ka moqa dain lekin market apke against chali jaey to apka loss double ho jaey ga na, islye hedge ko na krna behtar hai agr ho jeaey to isy Break krna boht hi ehtiyat ka kam hai ye b daikhna hota hai k agr market wapes aany ki bjaey mazeek loss me gai to kia krn gay? Me to Stop loss hi use krne ka mashwra dun gi q k 2,3 bar Hedge ne hi mery accounts Wash kiye thay. Stop loss set krne se accounts wash ni hoty hain.
        • #5 Collapse

          Forex mein bahut zayada traders hedging ker rahay hain lakin unn ko iss sae koi faida nahin ho raha hai kyun kay unn kay pas zayada experience nahin hai aur iss kaam kay lye account balance bhi zayada hona chahyea jo kay inn logoun kay pas nahin hota iss lye bhi woh zayada loss kartay hain aap normal trading karain tou faiday mein rahain gay
          • #6 Collapse

            agar hum forex mai new hain o hedging karny sy hamy loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota hamy isy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik acha or international business hain hum is mai live or sada urdu mai trade karty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear m forex frum m new member hn es liy mjhy abi forex trading ki hading ka koi experience r knoliged hasil nhi es liy m ap ko gaid nhi kr sakti apny senior sy advise hasil kr k hi ap ko gaid kr sakon g k heading kesy kahty hen .

              اب آن لائن

              Working...
              X