786fib aur flag ka combination kaisa hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    786fib aur flag ka combination kaisa hai
    Dear members mein aaj aap ko iss thread mein bataoun ga kay kaisay aap fibonacci number ko flag pattern kay sath mix up ker kay use ker saktay hain tou jab aap market direction ko kisi aik taraf fastly move karta dekhain yani aap impulse find ker lain tou aap iss ki ab retracement ka wait karain jab ye retrace 786 fib level pe flag banay huay pounch jaye tou phir aap wahan pae apna order laga saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ne bahot hi achi information share ki hai agar ham febonaci ko smajh len aur hamen iske levels ki smajh aa aay to ham kafi had tak behtar analysis kr sakte hain agar dekha jay to flags pettrn bhi bahot karamad hote hain
    Hamen flags pettrn pe bhi analysis krne chahiye in se bhi ham bahot hi achay bemibeni le sakte hain
    • #3 Collapse

      Dear aap na fib aur flag ka combination bataya hai jis ki mujhay pahele sae koi samajh nahin thi lakin aab kuch samajh aa rahi hai aur mazeed mein iss ko demo mein practice karun ga tou oata chalay ga kay yeh kitna faida mand kaam hai lakin abhi mein iss ko koi khas brief nahin ker sakta practice kay baad bataoun ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        hamy in dono ko use karty howe forex mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar sakty hain forex mai hum investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain

        اب آن لائن

        Working...
        X