zuada mistake new trader he kun krty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zuada mistake new trader he kun krty hain
    dear hum dakhty hain k is business man new trader bhi hain or old trader bhi bohat hain ziada mistake new trader he kr rhy hoty hain kun k jo old trader hoty hain mistake to woh bhi krty hain woh kam mistake is luy krty hain kun k woh apni mistake sy bohat Koch sekh choky hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear fellow forex trading may sab say ziada zarori cheez hay experience our knowledge our Jo senior members hay Zahir see baath hay k un say mistake be buhut kom hothe hay lekin Jo new members hothay hay un ko ithna experience nahee hotha is liay un say mistake ziada hothi hay
    • #3 Collapse

      Forex market me esy pairs hey jes ki volatility bahot hi zeyda hoti hay aur new traders esy pairs me hi ghalti se trading karty hey es ko zeyda profit ka lalach be kaha ja sakta hay aur mistake trading ka name be dia ja sakta hay, market key volatility ka andaza lagana bahot hi zarori hay, (Gold, Crude oil, GBP/JPY, EUR/USD, GBP/USD) ye esy pairs hey jo traders high profit key sath high loss de sakty hey.
      • #4 Collapse

        New traders zayada mistakes iss lye kartay hain kay aik tou unn ka forex mein zayada experience aur knowledge nahin hota aur doosra unn ko sahih sae guide bhi nahin kya jata aur phir kuch unn mein lalach ka ansar bhi paya jata hai aur woh market ko fake movement mein kisi taraf move kertay dekh ker trade laga detay hain yeh main reasons hain new comers kay loss karnay ki
        • #5 Collapse

          Zeyada mistake new sy is lye ho jati hai k ek to un k pas knowledge kam hota hai 2nd new trader lachach kar lety han is wja sy un ko loss bhi kar jaty han or wo apni ghaltiyon sy sekhty bhi nhe han un ko gaide karny wala koi nhe hota
          • #6 Collapse

            Je ha bilkul ku k new member ko kum jankari hote hai iss lye wo zyada mistake karty jiss ke waja se unn ka account banned wash ya dissible ho jata ho aur wo pareshan ho jata hai
            • #7 Collapse

              dear traders forex trading koi bachon ka khail nhe hy iss main sub se ziada importance experience aur knowledge ki hoti hy jub tak ap experience aur forex technical aur fundamental knowledge per commond nhe krn gy tab tak ap new traders ki trha loss hi kerty rhen gy.
              • #8 Collapse

                Dear asal bat experience ki hai.Old traders k pass experience boht acha hota hai wo hr kisam ki market ko smjhty hain islye unka analysis b behtr hota hai wo ziada mistakes nai krty hain. Jb k dear New traders k pass na to good analysis hota hai na hi experience,jis waja se wo start me mistakes karty hain or phir ahasta ahsta wo b mistakes se Lean krty rahty hain to wo b experienced bn jaty hain or apne emotions pr b control krna sikh jaty hain.
                • #9 Collapse

                  G forex trading business.mein new trader mistake is liye kartay han k new trader ko forex trading business ka knewledge aur experience kam hota hy aur new trader ko profit hasil karne ki jaldi hoti hy aur wo greedy trading kartay han aur market ko samjh kar trading nhi kartay ye hi in ki sab se bari mistake hoti hy aur jo old trader han wo bhi mistake kar k hi aur un mistake ko cover kar k hi achi trading kartay han
                  • #10 Collapse

                    bilkul sahi kha bhai apne trading k liye experience hona bht zarori hai jo k new traders k pas ni hota or loss hota hai unko but unko mayos ni hona chahye mehnat krte rahna chahye q trading experience base p hoti jese jese unka bhi experience barhe ga to achi trade lga saken jis se unko profit hoga.
                    • #11 Collapse

                      New traders sae hi nahin baqi traders bhi bahut zayada mistakes kartay hain lakin baat yeh hai kay humain mistakes sae seekhna chahyea jo kay hum nahin seekhtay humain iss mein apni mistakes ka analysis karna chahyea aur inn ko overcome karnay ki koshish karni chahyea
                      • #12 Collapse

                        Dear member apki bat belkul thk hay kh zeyda mistake new traders he karty hain eski waja hoti hay onka ka kqm knowledge or kam experience jes ki waja say wo bar bar mistake karty hain or market ko analysis karny main nakam ho kar loss kar bethty hain
                        Jab woh thory old ho jaty hain to onka experience bhar jata hay or knowledge main b azafa hota hy es k elawa pehly ki gai mistake say b apni trade ko b behtar karty hain to onki mistake kam ho jati hain or achi trade karna shoro kar dety hain
                        All The Best Dear Friends
                        • #13 Collapse

                          new traders is liye mistake py mistake karty hain q k in ko pata nahi hota k hum apni hi mistake sy sabaq seekhy wo bus ye sochty hain k wo jo kar rahy hain wahi sahi hy unhy koi samjhaany wala nahi hota.
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex mai jab hum new hoty hain to hamara expericen zada acha nhai hota is liye suro suro mai apne galtiyo ke waja sy loss ho jata hain lakin jab hum apn jab hum apne galtiyo py gur karty howe kam kary gy to kamyab ho jy gy or loss ko be avoid kar dy gy forex aik international business hain yai kabe be band nahi hi sakta

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X