Forex knowledge ki koi limit nahe hai ap daily learn kerty hain....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex knowledge ki koi limit nahe hai ap daily learn kerty hain....
    Forex trading ki same dosto jesay us market main earning ki koi limit nahe hai same easy he app usmain diekhain gay k learnning ki bhe koi limit nahe hai us main app daily apni trades main bhe khuch na khuch learn ker rahy hoty hain our us main app profit earn ker rahy hoty hian our loss bhe jab kerty hian pher bhe app ki learning ho rahi hoti hai to dosto us learning ko give up nahe kerna chahy pher he app pro trader jald banain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul teek kaha aap ne sir forex forum par jitha ziada ek member Time guzarta hay os ka experience uthna he ziada hotha hay our ye ek esa platform hay jis may din ba din aap ka knowledge increase hotha hay our aap future may ek kamyaab trader ban jathay hay
    • #3 Collapse

      Geehaan knowledge ki koi limit nahin hoti insaan poori zindagi knowledge hi hasilmkarta rehta hai aur forex tou waisay bhi bahut wasee kaam hai hai aur iss ka knowledge hasil karna humaray lye bahut zaroori hai aur humain agar iss sae income leni hai tou aap cintinuously iss mein knowledge hasil kartay rahain aur apni skills ko improve kartay rahain
      • #4 Collapse

        G han koi bhi fled ho us me knowledge ek samander ki hota hai or samander khbi khatm nhe hota chahye han ham is k ander katna bhi nechy utar jaen koi bhi banda forex ka full knowledge leny k bad ye nhe kah sakta k wo ab profct ho gya hai is business me is ko jatna sekhnen utna he kam hai
        • #5 Collapse

          G knewledge ki koi limit nhi hoti aur forex trading aik worldwide online best business hy is mein learning ki koi limit nhi hy hum forex trading business mein learning aur knewledge hasil kartay rehna cahaiye aur market se daily kuch na kuch sekhna cahaiye aur forex trading business ka knewledge kabhi khtam nhi hota hum daily knewledge ko hasil kar saktay han
          • #6 Collapse

            Yes dear apki bat bilkul sahi hai. Forex jesy big business me learning kabhi khtam hi nai hoti hai qk daily new market daikhny ko milti hain isi hisab se hm new things sikhty hain or isi hisab se apne planning set kr k market me Enter hoty hain.Islye dear hmen apni learning ko jari rakhty hoey daily update b rahna chahye or loss ko cover krna b sikhna chahye.
            • #7 Collapse

              Je haa bilkul Pakistan forex ko ager sath le kar chalo ge to apko unlimited knowledge mily ge aur aur apki kamyaabi ke imkanaaat zyada roshan ho jaye ge iss lye her news read kary jo Pakistan forex se jurry howe howe ho
              • #8 Collapse

                yes main app logoun ki baat say agree kerti hoon forex main humeri jesay k learning ki koi limit nahe hai easy he us main humean learning ki bhe koi limit nahe hoti hai us main app daily base ki trade main hum kafi khuch ager profit bhe kreain to pher bhe kamaty hian our ager loss kerty hian to pher bhe learning kafi ho jati hai forex main app ko apni learning kabhe bhe stop nahe kerni chahy
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar me to yehi sochta hun ke is bissnuss me knowledge ka hona zaruri he q ke knowledge ke bighair insan ko loss ziyada aor profit kam hota he
                  • #10 Collapse

                    Dear agar dekha jaye tou dunya mein kisi bhi knowledge ki koi limits nahin hai aur aap jiss kaam mein jitna bhi knowledge hasil ker lain woh kam hi lagta hai aur forex tou waise bhi aik special case hai kyun kay yeh koi aam business tou hai nahin jis ka sub ko pata ho ga aur agar aap iss kaam mein daily learning ko jari rakhain gay tou aap ko nae nae baatoun ka pata chalta rahay ga
                    • #11 Collapse

                      Dear forex business main hume daily new experience hasil krna parta hai kew k forex market main kuch new chalti hein os ko hume fallow krna chaiye analysis chart ko lazmi fallow krna chaiye ye acha business hai hamre liye
                      • #12 Collapse

                        forex kia duniya ka koi bi business ho us me ager ap knowledge hasil kro to is ki koi limit nai hai ap jtna chaho utna ziada sekh skty ho qk ilm sekhny or sikhany se barhta hai ap google par search kren apko ak se barh kr ak theory or technique mil jayengi jiski madad se ap ziada se ziada kaam sekh kr profit kama sakty hain lekn esa sirf tb possible hai jb ap k pass knowledge ho.
                        • #13 Collapse

                          bhai main apki bat se agree krta hn hmen mehant krni chahye or daily kch na kch new sikhna chahye or apni trade ko bhi bhtr krna chahye jese jese time guzre ga apka experience bhi barhta hai tbi ap ache trader ban sakte hain jb apke pas knowledge or experience hoga.
                          • #14 Collapse

                            bilkul bhai apke bht 1000 percent darost hai k forex aisa bussines hai jis mein learning ke koi limit nhe hai is py posting krnai se insan koi new techniques aur tricks ka pta chltai aur bndai koo agr loss hota hai to usaai pta chlta hai k tradding mein uske kamzorian kia kia hain aur agr profit hota hai to ussey apna pluss point ke smjh a jate hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friends, bilkul thek kah rahay hain ap, forex main learning ki koi limit nai hay....main yah kahon ga kah forex knowledge ka ek samandar hay aur es main ham jetna zayada utartay jaain gay utna hi faida hay aur hamain es samandar ki nechli satah nai milti...esleay hamain zayada say zayada learning karni chaheay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X