trade lagate hoye kbi bhi over cofident na hon.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade lagate hoye kbi bhi over cofident na hon.
    dear friends jb bhi hm trade lagaen over cofident na bhale ap ache trader hon experience ho or ap k pas acha knowledge ho bhale ap jb bhi trade lagaen market dakh k khud ko avaluate kr k phir trade lagaen profit hoga apko but jb ap over confident hon tb dono chezen zehan main rakhen profit bhi loss bhi q agr loss hoa apkl to mayosi hogi bad main pachtane se acha hai ap trade lagane se pahle work krn ta k pachtawa na ho. agree friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear fellow forex trading fourm may aap ko apnay oopar confidence hona chaheiay lekin aap ke baath drust hay k over confidence nahee hona chaheiay kionka agar aap Kay pass kithni be knowledge ho market aap ke Marzi say nahee chalta is liay dimaagh laga Kar soch samajh say trade Karne chaheay
    • #3 Collapse

      Gee haan brother aap ko hamesha forex mein cool mind sae reh ker kaam karna chahyea aur jab bhi market mein trade lagain tou iss mein pahele apnay analysis complete karain aur beghair analysiw kay confidence kay sath teade open na karain aur kabhi bhi market ki tezz movement ko dekh ker jaldi mein trade open na karain
      • #4 Collapse

        Hamen is bat ka khas kheyal rakhna hoga k trade lagaty time hamen over confident nhe hona chahye beshak ap trading me katny he expert q na hon or 2n apny lalach pe bhi control rakhna hoga
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai banday ko confident hona chabyea lakin over confident banda bhi loss hi karta hai aur forex mein tou bilkul bhi over confidece show na karain aur specially jab trade place kernay lagain tou yeh kaam bilkul bhi na karain iss tarah aap ko nuqsaan ho sakta hai
          • #6 Collapse

            G Han Bad Me Apne Apko Ilzam Dene Ya Sochne Se Ya Loss Ko Apne Upar Hawi Karne Se Bhtar Hy Ke Trade Open Krte Waqt Soch Lein Samjh Lein. Confidence Achi Cheeze Hy But Over Confidence Me Dono Chezin Hain By Chance Apki Win Hy Luckly Other Wise Risky Hy Ke Lose He Karenge Hum. Bhetar Hy Soch Smjh Kr Confidence Se Trading Karein , Fresh Mind Ke Sath Trading Karein.
            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
            • #7 Collapse

              G Dear overconfidance hamesha loss he de jata hai aur forex main to bilkul 100% aesa he hota hai forex ek aesi feed hai jis main sabar ki bahut ehmiat hai aur market sahi trend tak ka sabar apko acha profit de jati hai aur sath sath los se b bachati hai to jab b enter hun to soch samjah kar he enter hun trade main
              • #8 Collapse

                forex trading business mein confidence ka hona zaroori hy aur confidence tab hi hota hy jab hum learning knewledge aur experience hasil kartay han aur learning knewledge aur experience se confidence hota hy lakin over confidence bhi har wo trader hota hy js ko learning knewledge aur experience hota hy over confidence se trading mein kuch hasil nhi hota kiok over confidence se koi mistake hoti hy aur account wash ho jata hy is liye over confidence ho kar trading nhi karni cahaiye
                • #9 Collapse

                  han g yah bat to such hai k hamain kabi b overconfident nahe hona chahy . q k jab ham overconfident hoty hai to ham apny andar majood potential ko use he nahe karty , na mahant karty hai or na he soch samjh kar order lgaty hai. to is mian loss he hota hai. mazeed yah bat k forex main daily base new strategy introduce hoty rahty hai to is waja se kabi hamain apny ap ko perfect nahe samjhna ho ga. hamain her time mahnat main lagy rahna chahyin or kabi over confidence nahe hona chahian.
                  • #10 Collapse

                    G bhai forex ma treading kany ky lye humry pas exprince or knowledge ka huna bht zori ha jb hum knowledge hasil karty ha to confidance hota ha over confidance to kbi bhi na ho forex ma as sy ap ko loss he ga humesa confidance huna chye
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil kanri ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open karta ha to per hum ko over confidence nhi hona chaheya warna hum ko lot of loss ho sakta ha lakne ager hum achi taraa trade ko open karta ha to best rahaa ga...........
                      • #12 Collapse

                        forex mai jab hum trade lagay to hamy confidence sy kam karna ho ha agar hum over confidence mai kam kay gy to hamy loss ho jy or is mai market ka koi qasur nahi ho ga forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trade karty hain or hum is mai investment kar ky be acha profit hasial kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Junaidrao پيغام ديکھيے
                          dear friends jb bhi hm trade lagaen over cofident na bhale ap ache trader hon experience ho or ap k pas acha knowledge ho bhale ap jb bhi trade lagaen market dakh k khud ko avaluate kr k phir trade lagaen profit hoga apko but jb ap over confident hon tb dono chezen zehan main rakhen profit bhi loss bhi q agr loss hoa apkl to mayosi hogi bad main pachtane se acha hai ap trade lagane se pahle work krn ta k pachtawa na ho. agree friends
                          Bilkul sai farmaya bhai ny k kbi b trade lgaty huye over confident na hon q k ye apky liye nuqsan ka bais bn skta h. Mai to khta hu trade lgaty wqt ni balky kisi b kam mai insan ko overconfident ni hona chahiye ta k nuqsan sy bcha ja sky. Confidence jtni achi cheez h over confidence utni e buri..
                          • #14 Collapse

                            jee dare jab kabhi bhi aap trade lagate Hain to aapko trade lagate bhakt confident zaroor hona chahiye lekin jab kabhi aap trade lagate wakat overconfident ho jate Hain Tu usse aapko dar haqeeqat lost bardaasht karna padta hai isliye yeh bahut zaroori hai ke aap trade lagate waqt sawar se apne aap par bharosa karte huye trade le Gaye aur apne market k knowledge go mind mein rakhe aur uske Bina par aap apni trade lagen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex man confidence tu chulta ha but over confidence trader bilkul nae chul sakta kun k over confidence trader ku loss hi daita ha profit kabhi ane day sakta or expert over confident nae hota.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X