Fibonacci level per bharosa karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci level per bharosa karna
    Jo log sirf fibonacci level per depend kartay hain woh ghalti pae hain kyun kay fibo ko aap ki strategy kay sath mix ker kay uss kay comfluence kay sat tou use ker saktay hain waisay nahin kyunmkay agar impulse kay baad price fastly retract karti hai tou most probably trend direction change honay wali hoti hai iss lye kisi na kisi pattern ka retracementae hona bahut zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap nay theek kaha hai fibonacci level per depend karna theek nahin hai kyun kay aksar iss mein loss hi hotay dekha hai aap iss ko apni strategy ka hisa zaroor banain lakin totally iss per dependant na hua karain aur apni trade kay analysis zaroor complete ker lya karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      hamy fibonacci level py kabe be bharosa nahi karna chaye q ky is mai loss ky chance zada hoty hain agar hum forex mai kam karny ky expert be hain to be hamy loss ho sakta hain jo log is level ko follow karty hain wo galti par hain forex mai loss ko avoid karny ky liye isy be avoid karna ho ga pher he hum kamyab hon gy

      اب آن لائن

      Working...
      X