Forex mein inn points per zaroor mehnat karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein inn points per zaroor mehnat karain
    Lack of experience
    Agar tou aap kay pas experience ki kami hai tou aap ko demo account mein zayada practice karni chahyea aur agar aap real account mein yeh kaam karna chahtay hain tou phir trade mein lot size minimum hona chahyea iss tarah aapmkay experience mein bhi izafa ho ga aur agar aap ko loss hota hai tou woh bhi kam ho ga
    Unrealistic expectations os gain
    Forex mein yeh na sochain kay aap nay trade lagai hai tou aap ko profit himhomga aur aap forex sae raat hi raat mein ameer homjayain gay yeh sub mehnat sae milta hai aur aap iss mein jitni zayada mehnat sae kaam karain gay aap ko utna hi zayada profit ho ga
    Absence of real trading plan
    Gee haan hum jab bhi trading kartay hain tou humara apna koi plan nahin hota lakin hum her trade kay lye pahele sae planning karni chahyea tab hi humain trade sae profit hasil ho ga
    Aik sae zayada trades
    Aksar members aik sae zayada trades open ker letay hain aisa bhi nahin karna chahyea aik waqt mein aik hi trade per kaam karain aur poori planning sae trade lagain
    Lack of discipline
    Huamara forex mein koi discipline nazar nahin ata agar hum iss mein aik discipline kay sath kaam karain gay tou humain iss meinzaroor kamyabi ho gi
    Abhi kay lye itna hi kafi ha baqi ka baad mein discuss karain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan bhai jaan ham ko as par bohat hi zor lagan chiy hai q k yahi aik acha busniss hai as ko pakistan main har kse ko karna chi ha
    • #3 Collapse

      bhai apne bohat ache points per bat ki hai sub se pahle demo account per practice kare or jo new hai wo tu real per ane ka soche b na jub tak demo per learn na kar le achi tara learn kare real account per lazmi nahi ap ki har trader profit me jaye kuch trader lose me b ja sakti hai tu ap apni planning ke sath trader kare money manegment ke sath kam kare or lalach na kare.
      • #4 Collapse

        Agr ham in sari baton pe amla karen to ham ksi had tak kamyab tarder ban sakty han or sab sy ahm bat ye k agr insan apny nasf pe kabo pa ly to mery kheyal me wo loss jo jan bhoj karty han us sy bach sakty han
        • #5 Collapse

          Dear sir buhut he zabardast information aap nay post ke hay our I think k forex forum may sab say zarori cheez kaam par concentrate karna hay our Jo be new members hay our wo real trading may enter hothay hay un ko chaheiay ke lot size minimum rakay jis say loss Kam say Kam hotha hay
          • #6 Collapse

            Gee haan brother ahut zabardast post ki hai aap nay aur iss mein humain inn points per zaroor amal karna chahyea aur specially new members jo kay forex ko seekh rahay hain inn points ko achay sae yaad ker lain aur inn per zaroor concentrate karain iss sae unn ka hi faida hai aise posts specially new members kay lye hi mi nati hain
            • #7 Collapse

              jee sir ap nay bhut zaberdast bathai k forex mien aa ker jab bee hum kam kerty hie to hamain in tamam bato ka khayal rakhna zaror ho ga ager hum in bato ko zehn mien rakh lety hien to earning bee ker lain gay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                real account mai kam akrny sy pahly hamy demo account mai zada sy zada mahnet sy trading karne chahey q ky agar is mai kam akrty howe koi galti ho jy to hum isy durust kar sakty hain or real account mai aik cote galt ke waja sy hamy big loss ho jata hain hamy demo mai kam karny ka bonsu be milta hain or hum is per real account mai trade be laga sakty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X