What is the difference between Margin & free Margin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    e waste of time but I wan't to give my own opinion why demo account is so important.so there is know details about margin call and trading.s with minimum capital is good, even if the market is to be used to leverage what would seem to be bothered in the foreign currency, with a small deposit, always difficult to deal with ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Tradign main margin or free margin mainya fgark ha kay margin say hamain ya pata chalta ha kay hamain trade main kitna loss horhaa ha or is mainham nay kitneyvolume key trade lagaye hoteyha or free margin say hamainya pata chalta ha kay ham is main or kitney trade open kar saktayhain .
      • #63 Collapse

        as many trader and user give you answer our total balance and equity in account that is margin and free margin and that is basically used in manage account and many user often used him because many trader get benefit from there and that is also important for us that we should know about him
        • #64 Collapse

          dear jha tak margin ka swal hai to yah humeri equity hai yani humara profit yah loss ko balance main add yah subtract ker k btaya jata hai aur free margin wo hai aur free margin hume yah btata hai k abb hum koi new trade lga sekte hain yah phir nai yah be akk boht important component hai yah he to hai jo hume loss ki call data hai ......
          • #65 Collapse

            is k bary main to mujhy khud bhi koi kahs nahi hay pata is liye main is bary main nahi bata sakat hu so sory for that,,i k bary main batany k liye lafz nahi hain
            • #66 Collapse

              jahan tak iss kaam main margin ka sawaal ha to aap ko chahiye ke iss kaam main hamesha kam se kam margin se hi kaam karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss liye aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss main agr aap margin rakhen ge to iss se aap loss se bach jayen ge
              • #67 Collapse

                خوش سب کو، مارجن کال اور مفت مارجن کال کے بارے میں تفصیلات جانتے ہیں جو کوئی ہے؟ اور کس طرح اس اہم آپ کو اپنے ٹریڈنگ اکاؤنٹ سے اپنے منافع کو واپس لے لیں جب
                • #68 Collapse

                  profit withdraw karny k liye pehly sb trades ko close krna hota hy jo b open hoan ap k account pay. . . or free margin jb tk account pay mojood hota hy is ka matlb hota hy k ap next trade apply kr sakty hain agr free margin 0 ya negative main ho tu app new trade apply nai kr sakty. . .
                  • #69 Collapse

                    gee bhai hmein apne trading ke account mein margin woh hota he jo total margin hota he account balance ka aur jb hm apne trading krte hein aur us mein to hmara kuch margin istemal hota he aur jo baqe bachta he woh free margin kahlata he aur profit to hm kise bhe wqt withdraw kr skte hien
                    • #70 Collapse

                      margin wo hota hai jo hum trade dalty hain isy dalny main uze hota or free margin wo hota jo baki reh jata total balance sy tu humy chahiyeh hemsha kaam risk lain or choti amount invest kary tubhi kamyab hu sakty hain es kaam main
                      • #71 Collapse

                        mujy is kay bary main ziada maloom nai hay main forex trading main abhi new comer hun abhi is main ziada learning nai hay humain is main learning kar kay trade main ana ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #72 Collapse

                          ji mujeh tou nhi pata is barey mein lehaza mein app se is barey mein kuch bhi nhi kahun gi yahan par janab kyun ky ghalat batany se bhetar hy banda chup[ rahye hn ye zaroor kahun gi app se ky yahan mehnat kartey rahey idher mehnat bht zaruri hy janab
                          • #73 Collapse

                            margin or free margin ap k balance or order ki profit or loss pr depend krta hai jitna ap k balance hoga wo ap ka account k margin hai or jo apna order place kya hai agr wo us sa profit ma a rha hai wo free ma add hogaa other wise subtract
                             
                            • #74 Collapse

                              Gee mery bhai margin say murad hai k ap ki total investment aur jb k free margin say murad hai ap ky profit aur loss ky bad ki investment hai. Es lye ap money management ky mutabiq kam kray gy you ap ko kamyabi ho gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhai forex ma jab ap trade karta ha too aj side epr margin lkih hota ha wo ap k toal balance katna ha osa show karta ha or ak side per ap ko jo trade ma loss y profit mil raha ha os ma add y sub kar kya margin sa ap ko dakha raha hota ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X