Forex mein sell aur buy ka concept

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein sell aur buy ka concept
    Dear members forex mein sell aur buy ka kya concept hai agar market down move ker rahi ho tou hum sell ki entry laga saktay hain aur agar market up move ker rahi ho tou hum buy ki entry laga saktay hain tou iss ka matlab hai kay hum jub bhi market mein trade laga rahay hoon tou soch samjh ker aur tyari kay sath trade lagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading aik aesa business haybjis main humain proper kam ko samjhne k bad hi enety leni cahiay kiu k ye aik aesa business hay k is main hunare pass jab tak proper knowledge nai hota hum achi trade nai kar sakte koi bhi trade karne k liay ap k pas information honi zaroi hay ap ko market ki smjh honi cahiay ab hi ap.buy aur sell kar sakte hain market ko
    • #3 Collapse

      nahe dost easa nahe hai us main sirf sell our buy ker k app profit nahe ker sagty hain app forex main tab tak app koi our bhe sath strategy add keran gay mean koi bhe inidcator lagain gay to pher he ap ko us main pata chalay ga forex main sell rsi ko use ker k ker sagty hain jab us ki 80 level say sell karein our 20 level say buy karein gay to pher he profit ho ga
      • #4 Collapse

        Dear friends, forex main profit aur loss sell aur buy k concept say hi hota hay...jab ham sell ki trade open kartay hain to market k opar janay say loss hota hay aur market k down janay say profit hota hay.....esi tarah jab ham buy ki trade open kartay hain to market opar janay say profit hota hay aur market down janay say loss hota hay.
        • #5 Collapse

          Gee haan brother aap nay forex mein sell aur buy kay concept ko bahut achay sae brief ker dya hai aur mein bhi yehi kahun ga kay sell aur buy ki trade ki selection karna bahut mushkil kaam hai iss kay lye zaroori hai kay aap market kay analysis bahut achi tarah kya karain aur jab bhi trade lagain bahut zayada soch ker perfect trade lagain kay uss mein loss ki gunjaish na rahay
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bat theak hay hamen trend k mutabiq trade open karni chahiye laikin aek bat jo main samjhta hon bahut zarori hay wo ye hay k theak hay ap nay dekh liye market sell ya buy mein move kar rahi hay aor agar news, support aor resistance ko ap nay nai dekha to ap ko loss hony k 100 mein sy 70 percent chances hoty hain so market ko dekh k achi traha analysis kar k hi trend ko dekh kar trade open karni chahiye aor fundamental analysis bhe thory bahut nazar rakhni chahiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bhai sell and buy ka jo concept ap na btaya ha vo usi tarah hi ha lakin us k sat sat kuch our chezon ka bi hyal rakna hota ha jaisa k jis pair ma trading karna chahty ha us k bary ma knowledge ka hona us sahi awqat ka pta hona un ki analysis krna esi tarh our bi kafi sari chezon ko zihn ma rak kr per trade laga lene chaheye

              اب آن لائن

              Working...
              X