Floating spread aor fix spread
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Floating spread aor fix spread
    Dear jaisa k ap nay dekha ho ga k kuch pairs ka spread fix hota hay kuch pairs ka floating spread hota hay dear main ap ko batana chahta hon k floating spread sy fix spread acha hota hay q k hamen profit ho ya loss hamen fixed spread pay karna parta hay aor dosri sorat mein (Floating spread) mein broker apni marzi sy spread leta hay.. ap kya kehty hain is nary mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    fix spread bohat best hay variable ya floating spread jo kay asaan meaning mei ye kay wo change hota hay kabhi kam kabhi zyada hojata hay spread
    ess spread ka sab se barra nuksaan ye hota hay kay jab news aati hay volatile market mei kabhi ye barh jay ga kabhi kam
    es tarah trader ko loss barhta hay kam hota hay esliye floating loss aap ka bohat increase ho sakta hay ess se bachnay kay liye fix spread pairs mei kaam karna best hay..
    • #3 Collapse

      Dear floating spread wo hote hain jo hamen market ki movement k hisaab se milte hain jab market men movement nhi hoti hai then hamen bahot hi kam spread milte hain but jab market men movement tez hoti hai then hamen spread bhi kafi ziada milte hain
      Hamen chahiye k ham fix spread rakha kren q k news k doran aur wese bhi jab market men tez movement hoti hai tab hamen fix spread se bahot faiada rehta hai isliye hamen always fix spread ko choose krna chahiye
      • #4 Collapse

        Dear brother apny acha discuss k lay acha point leya hy main b apki rai say itfaq karta houn jes pair ka spread fix ho hum ko os kay profit or loss ka confirm ho jata hay hum os main apna mind set kar leyty hain
        Es ki nesbat jes pair ka spread fix nahi hota os main hum apny profit ko loss ko apny maind main set nahi kar paty es main broker apni marzi say jab chata hy spread ko change karta hay es hum confirm stage par close nahi kar sakty
        All The Best Dear Friends
        • #5 Collapse

          Dear asal mai ye depend karta hai broker par k ap jis broker par kaam kar rahy hai wo ap se kitna spread leta hai agar ap ka broker spread kam charge karta hai to aus mai ye hai k ap ko aus mai agar hedging par kaam karna ho to aus mai ap fixed spread wala account open kar ley ais mai ye hai k ap ka spread fixed ho ga aor ap ko trade karny mai asani ho gi aor agar spread waisy hi kam ho to phir fixed ki zarort hi ni hai.
          • #6 Collapse

            jee dear aap ki bat thek hai Koch broker Jin man spread fix hota hai woh zuada spread charge krty hain or Koch broker Jin ka spread charge hota rahta hai woh kam spread charge krty hain agir hum khod se deposit krty hain to os broker man krna chaye jo kam sy kam spread charge krty hain
            • #7 Collapse

              instaforex dosto app ko fix spread day raha hia koin k us baat ko note app news k time ker sagty hain k insta main kisi bhe currency ya metal ka spread slow and fast move pay fix he rheta hai jab k other koi broker app ko fix spread nahe day raha hai un main jo kum spread show kerty hain un ko app news k oper check ker sagty hain wo kahan pohch jaty hain
              • #8 Collapse

                Well yeh to apni apni sahulat k hisab say user choose krta ha ziyada tar log fixed spread he like krtay hain kyun k jb market men bahut tezi a jati ha aur market men jump anay lagtay hain to broker spread ko bahut increase kr deta ha lehaza meray khayal men fixed spread ziyada thek rehta ha as compared to floating spread.
                • #9 Collapse

                  Re: Floating spread aor fix spread

                  forex mai hamy apny experience ky mutabik floating spread or fix spread ko mady naraz rahk ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe band na hony wala business hain hum is mai live or sadfa urdu mai trading karty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Floating spread aor fix spread

                    forex may jab hum trading karty hain to is may hamy apnay hisab say he folding or fix trading karni chahey pher he hum is may apany ammount kay hisab say he trading kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain forex may hamra koi boss nahi hota is may hum kisi bhe wakt kam kar sakty hain or ya asi job hay jis may hum apni knowledge or experience may azafa hota hay ya poor mans or job less mans kay liay bohat achi job hay or is may wo acha bones hasil kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X