Kia 5 $ par trading possible hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia 5 $ par trading possible hay ?
    Dear friends Kia ye possible hay ka mere pas 5$ ka bonus mojood hay aaya may os par trading Kar sakhta Hoon ya ye kaafi nahe hay trade laganay Kay liay
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No dear ye bahot hi kam amount hai iss amount se to ho sakta hai ham aik hi trade men loss kr jajaen hamen Chahiy k ham khoob mehnat kr k pistipo kten ta k hamen acha bonus mill sake
    Agar ham mehnat se posting nhi kren ge to hamare liye kamyab hina mushkil ho jay ga so hamen koshish krni chahiye k ham mehnat se kaam kren agar aap itni kam amount pe trade lo ge to aap loose ho jao ge
    • #3 Collapse

      yes aap ko 5$ bonus mila hay aap ki profile accumulated mei show horaha hay aap koshish karain kay uspe trade na he karain
      5$ aap ko kya trade honi hay aap achi posting pe tawajh den saath learning pe next month jab aap ko acha bonus mil jay ga
      tab aap trade karain takay tab tak learning bhi kaafi achi hojay gi aap ki..
      • #4 Collapse

        G haan 5$ pay trading possible ha lekin uska faida nai meray khayal men kyun k profit aur loss itna small hota ba k banda bore ho jata ha aur dosri bat yeh k 5 doller babut he kam investment ha trading k leay 90 percent chance hotay hain account wash honay k. Meray khayal men to 5 doller pay trading ka koi itna khas faida nai ha.
        • #5 Collapse

          No bilkul bhi nai al 5$ par tradenai kar samte aur 5$ par trde karna gay bhi bewaqofi is main ap kya ptofit kar sakte hain jo 5$ hain unhe mazid achi achi posting kar k barhain aur jab ap k pass acja profit ho tab hi ap trade karain kiu m itne small account partrade nai ho sakti aur agar karte bhi hain tou loss hi ho ga
          • #6 Collapse

            dear ab to aap 1$ sy bhi trade lga skty hain kun k ab bonus account ki leverage bhi increase kr din gi hain aap ap 5$ sy bhi achi lot k sath trade lga skty hain but balance kam ho to trade kr k profit krna mushkil hota hai
            • #7 Collapse

              Dear brother ap five dollars par trade to kar sakty hain lekan main apko itny kam capital par trade na karny ka mashwara don ga qn kh es main ap eik he trade main wash ho sakty hain or es say ap dishart houn gay lehaza ap apny bounce ko behtar karny k lay posts par tawaja dain or acha knowledge erran karin tab apka bounce b acha ay ga or apka experience b bhar jay ga tab ap achi trade kar sakin gay or inshallah profit b erran karin gay
              All The Best Dear Friends
              • #8 Collapse

                dear 5$ se trade shuru toho sktee hai magrr mjhai lgta hai iska koi faida nhee haai q k isse jlddi he loss ho jai ga apko agaai kaam krnai mooqa nhe millaai is se bhtaar hai ap bouns earn kraain posting se aur phr trqreeban 50$ se apne trade shuru krain aur agr begginer hain to apko posting se ziad faida hoga isse apko bht kcch sekhnai ka moqa milai gaa
                • #9 Collapse

                  Thanks to all members aap fellow's nay mujay buhut ache information forex trading k related de hay our os say maray knowledge may izafa howa dear fellow's hamay isee tarah ek dosray ke saath taawan karna chaheay our important information aapas may discuss Karne chaheay
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear 5$ par b trading ke ja sakti hai likn ye boht kam ammount hai app ke pehli galti he app ka account wash kar sakti hai
                    ager app trading krna chaty hain to sab sy kam lot par kam margin wali trading krain our markeet anylize kar k sahi trade lgain to app 5$ sy by kuch na kuch profit ly sakty hai
                    likn best yahi hai ky ammount ko zaida kar ky he trading krain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X