knowledge is not enough in forex...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    knowledge is not enough ap ko experience bhi ho aur mein forex ko bahot pasand karta hon because yeh aik real business hay aap bhi forex say bahot achi earning kar saktay hay isi liye aap ko chayie kay aap forex ko ziyada say ziyada learn karay takay aap ka knowledge increase hota rahay aur acha profit bhi made kartay rahayn .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      Forex trading ke jtni bh practice ke jai wo kam ha hame iss ke study krni pare ge different blogs aor websites se aor jo broker forex learning provide krte hyn koi bh trader ye nae kah skta ke uss ke pass Forex ka complete knowledge ha
      • #408 Collapse

        Dear Brother! Forex Business aik online business hai. Forex main knowledge hi nahi balky practice aur experience ki bhi zaroorat hoti hai. Fore main jitna knowledge humary pass hai wo kam hai. kosis ki jay forex ko zeyada time dain.
        • #409 Collapse

          yer bhai in forex trading business jo trader knowledge walay hay wo bohot hi easy tar se trading ko successful ban saktay hay yer bus hum ko sab se phalay trading me knowledge ko gain karan ho ga yer jee
          • #410 Collapse

            hanji forex me knowledge kabi pura ni hota or hmn kn owledge gain krty rehna chahye hy q k agr hmra knowledge kma hova to hm profit me ni hmn loss ho ga or egr experience hoga to loss ni hoga
            • #411 Collapse

              yeah so true dear, knowledge is not enough in forex, knowledge is the key to success , ye bat such he isi tarhan trading mein bhi ese hi hotaw he , knowledge buhat important he trading karne k liye ...:)
              • #412 Collapse

                forex me knowledge ke sath sath practice bhe zrori hoti he is lie agar ham ne practice nahi ki ho gi toh learn nahi kar paayn ge achi trah ke konse kmzoor points hen or kin points par ham enter hon ge toh ham win kar sakte hen is lie knowledge ke sath us par practice be karen
                • #413 Collapse

                  Bahi jan forex trading main only knowledge hi kafi nahi hota earning kay liay es main aap ko aik acah experince ki bhee zaorrat hoti hay and also good capital ka bhee hona zaorri hay.
                   
                  • #414 Collapse

                    i think knowladge enough to nahi hoti forex mein work karne kay liye knowladge kay sath sath ap kay pas experience or information hona b bht zruri hota hai jo ap demo account se hasil kar sakty ho.
                    • #415 Collapse

                      yes my friends forex me ap k pas jitna knowledge ho ga wo ap k liye kam hai .. q k jitna knowledge ap k pas ho ga ap ko otna hi zeyada profit ho ga q k ap ko profit hasil krne k tamam tareekon ka pata ho ga or ap ko ye b pata ho ga k loss se b kese bachna hai ... to ap forex me jldi ak achi position pr pohanch jaen gy .........
                      • #416 Collapse

                        knowledge is very important in forex marketing wihtout knowledge it is very difficult to work in forex market so we have to understand forex market then we wil be able to do good trading.
                        • #417 Collapse

                          knowledge and capital dono hny chayie aur ager ap kay pass experience nahi hay tu ap trading bilkul mat karay balkay demo trading karay and forex ko seekhna shoro karay takay ap kay ilam mein izafa hoga is tarha ap real par bhi achi earning kar lay gayn waisay bhi forex aik great business hay and worldwide hay isi liye ap forex ko ziyada time spend kiya karay .
                          • #418 Collapse

                            dear sirf knowledge hone se kch nhn hota ap thek keh rahe ho ap jab apne knowledge pe practice karo gy phr ho gii asal baat phr ho ga ap ko faida aur ap enjoy b kar skao gy es liye mehnat karo aur enjoy karo apne busienss ko ta k ap enjoy krao...
                            • #419 Collapse

                              knowledge jitna ziyda ho kam hia aur aap forex mein loss bi kartay ho aur profit bi earn kartay ho so forex mein aap ki luck hoti hai aur discipline bohat impotant hai forex mein si liye aap ko greedy sy avoid karna ho ga aur market ko analyze kar ky trader open kary yeh best hai app ky liye aur loss har business ka aik hissa hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                firex main knowledge our saber ka hona bahot zaruri hai .firex main news or analysis ko dakhin phir ja kr ap ko forex ja ilam ho sakta hai forex main mehnat zaruri hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X