knowledge is not enough in forex...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mare dost yer mare tu khyal me in forex trading business market knowledge is power like great power mare dost is knowledge se hum ko experience aur profit hasel hota ha in forex trading business market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji han sirf knowledge he zarori nahi hai trading k liye humen trading ki practice karna bhi bohot zarori hai ise learn karna bhi bohot zarori hai or iska experience hona bhi bohot zarori hai
      • #18 Collapse

        bhai ji forex tARDEING MEE PRECTICE OR knowledge boht hi ahmieat rakhta hy or business mee too loss or profit too hoota hi hy forex tradeing mee loss nahien kareen gy too ham forex atrdeing ko seekh hi nahien sakty haien is liy ham loss sy bhi boht kuch seekhty haien
        • #19 Collapse

          knwledge learning bht imp hoti hai har cheez k liye lekn prctce us se b zada imp hai kyn k learn k baad agr prctce na ki jaye tou koi faida nhe hai isliye practically performance bht zaroori hai isi tarah losses ko kam kya jaskta hai..
          • #20 Collapse

            ji han bilkul theek kaha just knowledge e kaafi nai hai forex mai is k liye practic aur us k sth experience hona b zaroori hai is k liye hmain chiye k ham demo account pe zyada se zyada practice karen aur apni learning aur know;edge ko explore karen ta k live trading me hamain faida ho
            • #21 Collapse

              standing too far away. She once again looked at the same youth who was waving his hand at her standing from the steps.
               
              • #22 Collapse

                Brother aesa hai k sab se pehly tu aap ka name buaht khatrnaak hai uss k baad sab se pehly jo bhi trading ko join karna chahta ha uss ko sab se pehly learning he karni parti hai wo alag baa hai k uss ko practicl bhi karna aana chahiye khali learning se kuch nhi hota hai.
                • #23 Collapse

                  knowledge important hoti hai lekin sirf yahi kafi nahe hoti hai learning practice sy ap ko knowledge experiance ye sb milta hai us ky bad jb ap trading karny lagty ho to ap ko planing krni hoti hai jis me ap apny target set karny hoty hai in sb chezzon sy ap ko suceess milti hai lekin phr bhe agar koi galti hoti hai to ap ko apni galti sy sikhna hota hai taky wo dobara na ho
                  • #24 Collapse

                    First, there is no way of knowing which level will provide resistance. The 0.382 level was a good level to cover any long trades in two of the examples, but in the other examples taking profits at that level would have been premature. Another problem is determining which Swing.
                    • #25 Collapse

                      Ap ki baat theek hai dear Forex mein success k liye humain sirf learning he kafi nahin hoti humain practically bhi trading seekhni chaiye aur practically trading hum demo account py seekh sakty hain , har trader ko apni learning k sath sath demo py practice bhi karti rehni chaiye taky hum trading mein expert ban jaen.
                      • #26 Collapse

                        Bilkul apki baat se agree karta hon k knowledge sab kuch nahe hota forex mai.apko Forex mai knowledge k sath sath mehnat experince aur practice ki b zarurat hoti hai aur in mai se koi aik cheez b hamary pas na ho to aksar bohot c mushkilyen dekhni parti hain
                        • #27 Collapse

                          forex may knowlege hi kafi nai hay bulkay humay daily base par leraning learning he karni parti hai wo alag baa hai k uss ko practicl bhi karna aana chahiye khali learning se kuch nhi or practice bhi karni chiyee demo account par or experince bhi gain karna...........
                           
                          • #28 Collapse

                            han janab knowledge sirf kaafi nahe hay trading kay liye saath mei experience bohat zyada zaroori hota hay forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
                            • #29 Collapse

                              hmain hr kam mein phly demo practise krny chaihe aur apny knowledge ko istemal kr k hath saaf krna chaihe ta k implementation k waqt ghaltia na ho humsy aur kamiabi milay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji mai ye samjta hon k forex mai just knowledge ka hona kafi nai hai knowledge k sath learn or demo account ki thek se practice hona or market news ko follow karna bhi zarori hai just knowledge se koi faida nai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X