Forex market is very risky market why??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Forex is a risky buisness but as in real buisnes without risk we cant get sucess thats in trade forex we can also not get sucess without risk
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      g han is main hum risk ko lay k hi trade kra skay gay aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur experience k begair hum trade nai kar saky gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi
      • #378 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: left پيغام ديکھيے
        g han is main hum risk ko lay k hi trade kra skay gay aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur experience k begair hum trade nai kar saky gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi
        ge bhai hmein apne trading mein risk ko smjhna chahe aur hm apne trading mein low risk se apne trading krein aur hmein apne trading mein sahih tareeqe istemal krna hien aur apne trading mein mhnt krne he aur apne trading mein lalch nhe krne he aur thora profit hasil kr ke apna profit ka acha target hasil krna he
        • #379 Collapse

          mery pyary bhai jan forex market ko risky market is liye kaha jata h k is mn currencies k rates lamha ba lamha fluctuate ho rahy hoty hn. in mn speed sy utaar charhao a rha hota h, kabhi kabhi expectations k bar aks market one sided ho jati h. kabhi hight profit to kabhi high loss, kabhi low loss to fr profit bhi low. is liye isy risky kaha jata h
          • #380 Collapse

            Re: Forex market is very risky market why??

            risk ko avoid kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run kar skaty hain , so hamain market main planing kar k hi hum real main bi trade karein gay, tab hamain faida ho saky ga, market main emotion ko kabo main rakh k hi hum real main bi trrade kar k hi hum suss hon gay,
            • #381 Collapse

              Re: Forex market is very risky market why??

              market main risk ko avoid kar k hi hum achi trade kar k h hum run kar ksaty hain, so hamain market main trend ko use kar k hi hum real main bi trade lga skaty hain, so hamain markt main planing kar k hi hum achy say trade kar k h hum success ho sakty hain,
              • #382 Collapse

                Re: Forex market is very risky market why??

                Dear friend main yah Kahana Chahta Hun Ki forex market 1 ki market hai Kyunki ismein result lene ke bagair Kabhi Bhi kamyabi Nahin milati Hai
                • #383 Collapse

                  Re: Forex market is very risky market why??

                  Jo log forex trading ko juwa samjhtay hen woh kabi bhi forex trading men kamyab nhi ho saktay kiun k forex aik bahut hi acha aur regular business hey jo worldwide aur online business hey iss men hum apni mehnat se profit hasil kartay hen aur jo log mehnat nhi kartay woh hi forex trading ko juwa samjhtay hen
                  • #384 Collapse

                    Re: Forex market is very risky market why??

                    forex tradign ek risky work hain paar haar koi forex trading main work kar rha hain forex trading main kaaam karne k liye humhain achy capital ki zaorat hain agar hamre pas acha capital nhe hain tu hum ye risk wala forex ka kaaam nhe kar skte hain forex trading k liye humhain har work karna lazmi hota hian agar hum har dwork arte hain tu kamyabi mil jati hain forex trading sab k pata hain k risky hain par haar koi trading kar rha hain froex main kaa time main kafi big amount earn kar skt hain
                    • #385 Collapse

                      Re: Forex market is very risky market why??

                      Ji han Sar bilkul aapki baat sahi hai Pakistan Forex AK risky business hai agar Ham Apne breast ko kam karna chahte hain aur ham Chahte Hain kam ismein Achcha profit bhi kamaye aur Hamen lost bhi kam se kam Ho To Hamen stop loss ko Jarur use karna hoga Kyunki aap apne stop loss ki madad se apne dost ko recover bhi kar sakte ho aur fir se profit bhi Kama sakte ho
                      • #386 Collapse

                        Re: Forex market is very risky market why??

                        Forex market boht hi zayada risk market hay que kay is main leverage hay. ager ham normal koe cheez khareed len aur us ki value 0 ho jaye to wo cheez hmaray pas hoti hay. lakin forex main koe bhi cheez ager ap buy kertay ho to wo tab tak hay jab tak us ki value kay barabar hamaray pas account main paisay hon gay. jesay hi paisay kam howay to wo broker ki malkiat ho jaye ga. aur yeahi leverage ka nuqsan hota hay.
                        • #387 Collapse

                          Re: Forex market is very risky market why??

                          markeet riskynhi hy hamari apni mistake issey risky bnaa deti hn hain chahiy keh ham phluy apni learning ko strong bnaa lein tub hi ham is mein kaam krein leki kam yani keh fors mein enter honuy key baad bhi iss mein apni learning ko continue rakhin .tub ham iss mein bht achi earing key sath good treder bunny mein bhi kamiyabi hasil ker sakty hein forex aik onloine business honuy key sath sath aik risky business hy hamin chahiy keh ham iss mein khd hi active ho ker kaam krein koi mistake na krein kue iss mmein choti si mistake sey hamin bht bra loss ho jata hy sometimes yeh loss acount ko band bhi kerwa sakta hy jis loss ko recover kerna bht hi mushkil hota hy .ager hamarey pas acha knowledge auy trading mein acha experince nhi hy to hamin chahiy keh ham apna bonus trading mein invest na krein with out knowledge and good experince ham kbhi bhi iss mein kamiyabi hasil nhi ker sakty hein ager ase krein gy to hamara bonus bhi waste ho sakta ar hamri mhnat key sath hmara keemti time bhi waste ho jata hy..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #388 Collapse

                            Re: Forex market is very risky market why??

                            Forex ho ya koi b business lay lain jab tak ap us ko samjain gay nahi woh risky he lagy ga . esleye har karobar woh risky hota ha. humari hikamat e amli ki waja se woh zaida asan hota hai or us main hum trading phir kar sakty hian. bina souch samjey ap kkuch b karain gy tu ap ko acha result nahi mily galAp apna experience gain karain es main ap ko har tools ka use karna jab aye ga tu ap kudh ba kudh es business ka risk kam karty jain gay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X