Forex main strong support ya resistance ka kesay pata lagay ga...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main strong support ya resistance ka kesay pata lagay ga...
    main app logoun ko aik to normal support ya resistance hoti hai likin main abhe app ko strong resistance ki example say samjhoun ge ki ye diekhnay mian kesi hoti hai us main humean kisi tarha maloom hota hai k ye strong market demand aeraya hai us main main EURCAD k chart main daily time frame ka chart share ker rahi hoon jes main app diekh sgty hain k kitnay days 4 to 5 days ki candles aik he area main close hoi our us k bad market fall ho gai hai us say app ko ache sell ki opportunity milti hai our ap long term sell ker k profit ker sagty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Support and Resistance levels key strong levels ko manually be find kia ja sakta hay agar ham es key ley reliable indicator use karen gey to ye bahot hi best ho ga es se market key daily support and resistance key strong levels ki identification chart me 3 lines me mily gi, strong support line S1, S2, S3 jab key resistance levels R1, R2, R3, es me S3 line aur R3 lines bahot hi strong support aur resistance levels hey.
    • #3 Collapse

      Dear forex mein jahan per market apna reversal ya pivot point banati hai chahyea woh top level mein ho ya bottom level mein wohi point uss waqt market ki strong support ya strong resistance hota hai aur yeh aap ko RSI indicator sae pata chalta hai jab price RSI ki top line ko touch karay tou strong resistance aur jab bottom line ko touch karay tou strong support hota hai
      • #4 Collapse

        Forex mein strong support ya resistance ka pata laganay kay lye aap RSI ko use karain aur jab RSI mein market level ouper ho tou uss waqt market mein strong resistance hotimhai aur wahan sell ki trade lag sakti hai aur jab market level bilkul neechay ho tou uss waqt strong support hoti hai aur buy ki perfect trade laga saktay hain
        • #5 Collapse

          dear members apko strong support and resistance maloom krny ky leay sub sy pehly market ka chart dekhna hai is ky candlestick pattern ko select krna hai is ma higher time frame selection karni hoti hai aor usky bad apko market ma jahan sy reversal ho raha hai to apko us ki identify krni hai aor isi ko resistance aor support kaha jata hai
          • #6 Collapse

            Ap ne sahi information share ki hain. Hum jab bhi trade lagaty hain to hum us pair ki support aur rasistance ko lazmi zehm rakhty hain. Q ky hamein pata ho chaye k hum trade lagany ja rahy hain. Us ka take profit aour stop loss kahan per rakhna hai.
            • #7 Collapse

              G bilkil AP ne theek kaha is mein add mein ye karoon ga ke AP ko experience ho ga tab hi AP support and resistance use Kar sakte Hain Kahan buying trend hai aur Kahan selling trend hai y etab Tak nahi pata chale ga Jab Tak AP practice na Karen so take experience
              • #8 Collapse

                kisi bhi chart ko samjhny k liye achy analysis ki zaroorat hoti hai aur kaafi charts aisy hain jin ko hum achy sy nahi samjh sakty us un k up aur down ko dekh kar hi rade laga dety hain jo k buhat ghalat hai is main apko kisi ki mada leni chaye k kia pata wo sahi sy samjha saky.
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  G wesy to kha jata hy time frame koi b suport and restense ko ki value woi hoti hy kch log m5 ki suport and restense par scalping krty hn agr dkha jay to h4 ya d1 ki suport hn restense ki ahmiat zada hy ye kafi strong level hoty hn suport and restense ko ki bht ahmiat hy inko ignore nhi krna chay or candle ko sat add kr ky agr trade li jay bht profitble sabit hoti hy
                  • #10 Collapse

                    forex trading main jo support level hotya hai os main market aik down point main jati hai tu wahan par aik point ata hai jahan par market dobara wapas morna shoro ho jati hai es point ko hum support kahty hain jub k resestance level main hmain market up main milti hai or pher kisi point par wapas morti hai or waqt k sath sath ayse he support or resestance banty rahty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main strong support ya resistance ka kesay pata lagay ga...

                      forex mai hamy support a resistance ko mady naraz rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain online ke dunya mai yai aik best business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main strong support ya resistance ka kesay pata lagay ga...

                        The main app logon is the general support of the resistance to the main feature of a strong resistance model, which means that one of the most expensive people is the main reason why the market is the main market demand for our USD/EUR. The chart is the main daily frame of the chart if the main app is the main app in the same app for 4 to 5 days, as it is the main closest to our area. Our market is a bad market fall. We have an apple long term sale, please contact us
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main strong support ya resistance ka kesay pata lagay ga...

                          Bhai aap ne boht achi tarah explain kia hai lekin mery khayal mein her trader ko support aur resistance ka knowledge nahi hota is liye agr currency pairs ki price ko observe krein tu yeh asan method hai jis se aap sell ya buy ki trade open kr sakty hein aur acha profit bhi ho jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main strong support ya resistance ka kesay pata lagay ga...

                            forex mai support or resistance ko dahk ky market ka tajzia ly kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik bohat bara business hain forex aik international business hain yai poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main strong support ya resistance ka kesay pata lagay ga...

                              Jb bhi market movements up ya down chal rahi hoti hai to us main per day ky hisaab sy candles ban rahi hoti hain after few days market opposite move karna start kar daiti hai aur jahan sy opposite movement start hoti hai wo strong support or resistance hoti hai according to the market movements....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X