natural gass py trading krny ky leay guidance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    natural gass py trading krny ky leay guidance
    dear traders aj kal winter season jaiaor maximum world ma.sardi ka he mosam hai jub gass ki deman increase hoti hai to price up jati hai ap ny dekha ky last month ay gas ki proce ma 100% izafa huabhai long term ky leay gas bullish hai lkn short term ky leay market ma flactuations aa skti hain according to technical level market down hai aor h7men is sy faida lena chye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap nay theek kaha hai iss waqt natural.gas ki market bottom level per hai aur iss mein perfect buy ki trade banti hai aur humain iss sae faida uthana chahyea aur iss mein buy ki trade laga deni chahyea aur phir abhi bonus bhi tou mil gaya hai trade tou banti hai
    • #3 Collapse

      Natural gas per trading kafi profitable hoti hai aur iss ki market ki movement bhi bahut achi hai aap iss mein zaroor trade lagain tou aap ko bahut acha profit ho ga aur jaise aap nay kaha hai kay iss waqt iss ka trend bullish hai tou yeh baat bhi theek hai iss waqt market level down hai tou iss mein buy ki bahut achi trade karnay ka mauqa hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main oil ki market main akfi izafa ho rah hai q k winter sesson main es ki demnd main bhi iazaf hota hai jis ki wjaha se market bhi bullish main move kar jati hai es liye aghr oil main tading karni hai tu oht ahtiat k sath karni chahye ta k hmain loss na ho skay

        اب آن لائن

        Working...
        X