market movers ki thinking aor traders ki thinking

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market movers ki thinking aor traders ki thinking
    dear members aksar aisa hota hai ky jub bhi humen clear ho jata hai ky ab market ma flaan flaan pair ka trend up ya down hai hundred percent clear ho jany ky bad ap trade lety hain usi waqat market keun dokha krti hai market hamesha choty choty traders ko qurbani ka bakra bnati hai aor dokha kr jati hai
    ap ko chye ky ap hamesha har oehlu sy socha kren jub bhi trend clear ho maximum traders ko same thinking hoti hai aor isi same thinking ka market movers faida utha ky apko hack kr leta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aisa hi hota ahi forex mein hum jab bhi trade lagatay hain tou trade laganay kay baad forun hi market opposite side per move ker jati hai aur agar hum chotay loss per trade close ker dain tou market wapas purani move mein aajati hai lakin agar trade close na karain tou market wapas nahin ati aur humara loss barhta jata hai pata nahin aisa kyun hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Market ki movement ko jo bhi control ker raha hota hai lagta hai uss ko pata chal jata hai kay log kya soch rahay hoon gay uss waqt woh market mein aik fake movement karwata hqi jis per bahut zayada loug trade open ker letay hain aur uss kay baad woh market ko revert ker deta hai jis ki wajah sae sub ki trades loss mein chali jati hai aur kae dostoun kay tou account wash ho jatau hain

      اب آن لائن

      Working...
      X