Trader jb tension lata hai woh he os ki 1st mistake hoti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader jb tension lata hai woh he os ki 1st mistake hoti ha
    bhai jan tb trading k luy aap market man enter hoty hain to aap ko trade lgany sy phly loss ki tension nahi lani chaye agir trade lgaty hain to loss hota hai tb bhi aap ko relux mind sy apny loss ko manage krna chaye agir aap loss ko mind man set krty hain to phir aap ko zuada sy zuada loss hota jay ga or aap loss control bhi nahi kr skty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Right dear aapki baat darust hai hamen trading men bilkul bhi tension nhi leni chahiye q k agar ham tension k sath kaam kren ge to then ham kabhi bhi right decision nhi le paen ge jiski waja se ham loose hi rhe ge so hamen tension k sath nhi balke hamen always fresh mind k sath trading krni hai ta k ham apni trades ko better tor pe run lr saken
    • #3 Collapse

      Yes dear mai ap ki ais baat se agree karta hun kun k jab banda ais market mai kaam karta hai to aus ko pata hota hai k ais market mai profit bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai magar jab banda ais market mai kaam kar raha ho aor tension mai ho to aus time aus se ghaltian hoti hai jis ki waja se wo ais market mai loss karta hai agar hum ais market mai loss kary gay to aus mai ghalti humri apni hi hoti hai kun k hum agar ais mai soch samjh k aor aram se kaam kary to ais mai loss ni ho ga.
      • #4 Collapse

        Dear brother apki bat thk ha keh forex trading main tension laina aisa ha ap khud apny paon pa qulhara maar rahy hain isi trha maximum traders trading main loss ki waja se bht upset ho jaty hain halankeh usko as a experience lain aur apny us experience se seekhen aur is mehnat ko kahnatm na karen balkeh jari rakhen.
        • #5 Collapse

          Dear duniya ka koi bhi kaam jab hum tension ma ya uneasy hu ker kertay han tu wo kabhi bhi durrst nhi hu pata aor forex trading tu hay hi risky kaam ager hum relax mode ma trading nhi karay gay tu pher humay zaror loss huga kiun kay jab hum relax nhi hutay tu jess order hum place kerna chah rahay hutay han wo hum say ghalat hu jata hay yani ager hum buy kerna chah rahay hutay han tu wo hum say sell hu jata hay is liye hamesha trading relax hu ker kiya karay.
          • #6 Collapse

            bohat achi bat kahi bhai apne bilkul sai bola trader ko kbi bhi loss ko zehan main ni rakhna chahye loss bi trade ka hisa hai loss ho bi to anaylsics krn or dakhen kiya galti hoi or usay repreat na hone den or khud p bharosa rakhen upset ni hon bal k loss ko recover krn.
            • #7 Collapse

              Yes off course mjh apki bat bht achi lgi h bhai trading m hmesha profit ho ga is bat ko zhn se nikal den.loss ho jy to preshan hony ki bilkul b zarurat nhi.agr ap tension ly k beth gy to sari mehnat pe pani phir jy ga.ahista ahista lgy rhen or behtari ki umeed rkhen
              • #8 Collapse

                Dear apki bat 100 % correct hay ap jab market main trade open karna chaty hain to os say pehly market ko achi raha say analysis karin tab apni trade open karin or trade open karty waqat loss k bary main na sochin or apny mind ko relux rakhin or es conference main rahin kh apny trade bulkul thek open ki hay or ap es say profit hasal karin gay
                All The Best Dear Friends
                • #9 Collapse

                  forex mai hamy fresh mind ho ky kam kary gy to he kamyab hon gy or agar hamy tension ky sat kam kary gy to hum kam sahe traha sy nahi kar py gy or hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Dear aesa tab hota hai jab ap kisi signal ya indicator k use se trade lagate hain agar ap apni stratgy ki madad se trade lagain khud apni help se market ko anylis karen to apka tp aur sl sab mind main ek target ban jata hai aur tab ap trade enter karen jaha pe market best moka de apko tab tak sabar se kam len koi jaldbazi na karen aap
                    • #11 Collapse

                      jis waqt bhi trade karna ho to sub sy pehly apny andar confidence rakhy aur ye samjh kar k main is main earn bhi kar sakta hun aur lost bhi lekin agar apka experience acha hai to ap is main lost nahi kar ppaye gy.
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Forex Mein Hum Jab be trading kare to mind ko fresh kar k trading karni chahiye or hame tension me bikul b trading nahi karni chahiye kun k jab b ham tension me trading karty he to WO hamari Sab sy bari mistake hoti he jis ke waja sy hame loss ho jata he es liye hame tension me trading nahi kari chahiye balky soch samj kar trading karni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Trader jb tension lata hai woh he os ki 1st mistake hoti ha

                          agar hamy koi tension hain to hamy trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qaur nahi hota forex aik asa business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Trader jb tension lata hai woh he os ki 1st mistake hoti ha

                            jab hum kise tension mai hoty hain to hamy trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trader jb tension lata hai woh he os ki 1st mistake hoti ha

                              Trader jab tension leta hay to wohi us ki mistake ho ti hay. que kay tension main insan zayada mistakes kerta hay jis asy wo aur loss face kerta hay. i sliye trader ko trading kay tamam mamlate ko kabi bhi jaldi main aur tension main nahi kernay chahye. is say trader kafi bari bari mistakes say bach sakta hay. jab tension main ho to trading kuch time kay liye chore dey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X